Nehemiah 7 (UGV3)

1 Fasīl kī takmīl par maiṅ ne darwāzoṅ ke kiwāṛ lagwāe. Phir Rab ke ghar ke darbān, gulūkār aur ḳhidmatguzār Lāwī muqarrar kie gae. 2 Maiṅ ne do ādmiyoṅ ko Yarūshalam ke hukmrān banāyā. Ek merā bhāī Hanānī aur dūsrā qile kā kamānḍar Hananiyāh thā. Hananiyāh ko maiṅ ne is lie chun liyā ki wuh wafādār thā aur aksar logoṅ kī nisbat Allāh kā zyādā ḳhauf māntā thā. 3 Maiṅ ne donoṅ se kahā, “Yarūshalam ke darwāze dopahar ke waqt jab dhūp kī shiddat hai khule na raheṅ, aur pahrā dete waqt bhī unheṅ band karke kunḍe lagāeṅ. Yarūshalam ke ādmiyoṅ ko pahrādārī ke lie muqarrar kareṅ jin meṅ se kuchh fasīl par aur kuchh apne gharoṅ ke sāmne hī pahrā deṅ.” 4 Go Yarūshalam Shahr baṛā aur wasī thā, lekin us meṅ ābādī thoṛī thī. Ḍhāe gae makān ab tak dubārā tāmīr nahīṅ hue the. 5 Chunāṅche mere Ḳhudā ne mere dil ko shurafā, afsaroṅ aur awām ko ikaṭṭhā karne kī tahrīk dī tāki ḳhāndānoṅ kī rajisṭrī taiyār karūṅ. Is silsile meṅ mujhe ek kitāb mil gaī jis meṅ un logoṅ kī fahrist darj thī jo ham se pahle jilāwatanī se wāpas āe the. Us meṅ likhā thā, 6 “Zail meṅ Yahūdāh ke un logoṅ kī fahrist hai jo jilāwatanī se wāpas āe. Bābal kā bādshāh Nabūkadnazzar unheṅ qaid karke Bābal le gayā thā, lekin ab wuh Yarūshalam aur Yahūdāh ke un shahroṅ meṅ phir jā base jahāṅ pahle rahte the. 7 Un ke rāhnumā Zarubbābal, Yashua, Nahmiyāh, Azariyāh, Rāmiyāh, Nahmānī, Mardakī, Bilshān, Misfarat, Bigwī, Nahūm aur Bānā the.Zail kī fahrist meṅ wāpas āe hue ḳhāndānoṅ ke mard bayān kie gae haiṅ. 8 Parūs kā ḳhāndān: 2,172, 9 Safatiyāh kā ḳhāndān: 372, 10 Araḳh kā ḳhāndān: 652, 11 Pakhat-moāb kā ḳhāndān yānī Yashua aur Yoāb kī aulād: 2,818, 12 Ailām kā ḳhāndān: 1,254, 13 Zattū kā ḳhāndān: 845, 14 Zakkī kā ḳhāndān: 760, 15 Binnūī kā ḳhāndān: 648, 16 Babī kā ḳhāndān: 628, 17 Azjād kā ḳhāndān: 2,322, 18 Adūniqām kā ḳhāndān: 667, 19 Bigwī kā ḳhāndān: 2,067, 20 Adīn kā ḳhāndān: 655, 21 Atīr kā ḳhāndān yānī Hizqiyāh kī aulād: 98, 22 Hāshūm kā ḳhāndān: 328, 23 Bazī kā ḳhāndān: 324, 24 Ḳhārif kā ḳhāndān: 112, 25 Jibaūn kā ḳhāndān: 95, 26 Bait-laham aur Natūfā ke bāshinde: 188, 27 Anatot ke bāshinde: 128, 28 Bait-azmāwat ke bāshinde: 42, 29 Qiriyat-yārīm, Kafīrā aur Bairot ke bāshinde: 743, 30 Rāmā aur Jibā ke bāshinde: 621, 31 Mikmās ke bāshinde: 122, 32 Baitel aur Aī ke bāshinde: 123, 33 Dūsre Nabū ke bāshinde: 52, 34 Dūsre Ailām ke bāshinde: 1,254, 35 Hārim ke bāshinde: 320, 36 Yarīhū ke bāshinde: 345, 37 Lūd, Hādīd aur Onūs ke bāshinde: 721, 38 Sanā'āh ke bāshinde: 3,930. 39 Zail ke imām jilāwatanī se wāpas āe.Yadāyāh kā ḳhāndān jo Yashua kī nasl kā thā: 973, 40 Immer kā ḳhāndān: 1,052, 41 Fashhūr kā ḳhāndān: 1,247, 42 Hārim kā ḳhāndān: 1,017. 43 Zail ke Lāwī jilāwatanī se wāpas āe.Yashua aur Qadmiyel kā ḳhāndān yānī Hūdāwiyāh kī aulād: 74, 44 Gulūkār: Āsaf ke ḳhāndān ke 148 ādmī, 45 Rab ke ghar ke darbān: Sallūm, Atīr, Talmūn, Aqqūb, Ḳhatītā aur Sobī ke ḳhāndānoṅ ke 138 ādmī. 46 Rab ke ghar ke ḳhidmatgāroṅ ke darj-e-zail ḳhāndān jilāwatanī se wāpas āe.Zīhā, Hasūfā, Tabbāot, 47 Qarūs, Siyā, Fadūn, 48 Libānā, Hajābā, Shalmī, 49 Hanān, Jiddel, Jahar, 50 Riyāyāh, Razīn, Naqūdā, 51 Jazzām, Uzzā, Fāsih, 52 Basī, Maūnīm, Nafūsīm, 53 Baqbūq, Haqūfā, Harhūr, 54 Bazlūt, Mahīdā, Harshā, 55 Barqūs, Sīsarā, Tāmah, 56 Naziyāh aur Ḳhatīfā. 57 Sulemān ke ḳhādimoṅ ke darj-e-zail ḳhāndān jilāwatanī se wāpas āe.Sūtī, Sūfirat, Farūdā, 58 Yālā, Darqūn, Jiddel, 59 Safatiyāh, Ḳhattīl, Fūkirat-zabāym aur Amūn. 60 Rab ke ghar ke ḳhidmatgāroṅ aur Sulemān ke ḳhādimoṅ ke ḳhāndānoṅ meṅ se wāpas āe hue mardoṅ kī tādād 392 thī. 61 61-62 Wāpas āe hue ḳhāndānoṅ meṅ se Dilāyāh, Tūbiyāh aur Naqūdā ke 642 mard sābit na kar sake ki Isrāīl kī aulād haiṅ, go wuh Tal-milah, Tal-harshā, Karūb, Addūn aur Immer ke rahne wāle the. 63 63-64 Habāyāh, Haqqūz aur Barzillī ke ḳhāndānoṅ ke kuchh imām bhī wāpas āe, lekin unheṅ Rab ke ghar meṅ ḳhidmat karne kī ijāzat na milī. Kyoṅki go unhoṅ ne nasabnāme meṅ apne nām talāsh kie lekin un kā kahīṅ zikr na milā, is lie unheṅ nāpāk qarār diyā gayā. (Barzillī ke ḳhāndān ke bānī ne Barzillī Jiliyādī kī beṭī se shādī karke apne susar kā nām apnā liyā thā.) 65 Yahūdāh ke gawarnar ne hukm diyā ki in tīn ḳhāndānoṅ ke imām filhāl qurbāniyoṅ kā wuh hissā khāne meṅ sharīk na hoṅ jo imāmoṅ ke lie muqarrar hai. Jab dubārā imām-e-āzam muqarrar kiyā jāe to wuhī Ūrīm aur Tummīm nāmī qurā ḍāl kar muāmalā hal kare. 66 Kul 42,360 Isrāīlī apne watan lauṭ āe, 67 nīz un ke 7,337 ġhulām aur launḍiyāṅ aur 245 gulūkār jin meṅ mard-o-ḳhawātīn shāmil the. 68 Isrāīliyoṅ ke pās 736 ghoṛe, 245 ḳhachchar, 69 435 ūṅṭ aur 6,720 gadhe the. 70 Kuchh ḳhāndānī sarparastoṅ ne Rab ke ghar kī tāmīr-e-nau ke lie apnī ḳhushī se hadiye die. Gawarnar ne sone ke 1,000 sikke, 50 kaṭore aur imāmoṅ ke 530 libās die. 71 Kuchh ḳhāndānī sarparastoṅ ne ḳhazāne meṅ sone ke 20,000 sikke aur chāṅdī ke 1,200 kilogrām ḍāl die. 72 Bāqī logoṅ ne sone ke 20,000 sikke, chāṅdī ke 1,100 kilogrām aur imāmoṅ ke 67 libās atā kie. 73 Imām, Lāwī, Rab ke ghar ke darbān aur ḳhidmatgār, gulūkār aur awām ke kuchh log apnī apnī ābāī ābādiyoṅ meṅ dubārā jā base. Yoṅ tamām Isrāīlī dubārā apne apne shahroṅ meṅ rahne lage.”Sātweṅ mahīne yānī Aktūbar meṅ jab Isrāīlī apne apne shahroṅ meṅ dubārā ābād ho gae the

In Other Versions

Nehemiah 7 in the ANGEFD

Nehemiah 7 in the ANTPNG2D

Nehemiah 7 in the AS21

Nehemiah 7 in the BAGH

Nehemiah 7 in the BBPNG

Nehemiah 7 in the BBT1E

Nehemiah 7 in the BDS

Nehemiah 7 in the BEV

Nehemiah 7 in the BHAD

Nehemiah 7 in the BIB

Nehemiah 7 in the BLPT

Nehemiah 7 in the BNT

Nehemiah 7 in the BNTABOOT

Nehemiah 7 in the BNTLV

Nehemiah 7 in the BOATCB

Nehemiah 7 in the BOATCB2

Nehemiah 7 in the BOBCV

Nehemiah 7 in the BOCNT

Nehemiah 7 in the BOECS

Nehemiah 7 in the BOGWICC

Nehemiah 7 in the BOHCB

Nehemiah 7 in the BOHCV

Nehemiah 7 in the BOHLNT

Nehemiah 7 in the BOHNTLTAL

Nehemiah 7 in the BOICB

Nehemiah 7 in the BOILNTAP

Nehemiah 7 in the BOITCV

Nehemiah 7 in the BOKCV

Nehemiah 7 in the BOKCV2

Nehemiah 7 in the BOKHWOG

Nehemiah 7 in the BOKSSV

Nehemiah 7 in the BOLCB

Nehemiah 7 in the BOLCB2

Nehemiah 7 in the BOMCV

Nehemiah 7 in the BONAV

Nehemiah 7 in the BONCB

Nehemiah 7 in the BONLT

Nehemiah 7 in the BONUT2

Nehemiah 7 in the BOPLNT

Nehemiah 7 in the BOSCB

Nehemiah 7 in the BOSNC

Nehemiah 7 in the BOTLNT

Nehemiah 7 in the BOVCB

Nehemiah 7 in the BOYCB

Nehemiah 7 in the BPBB

Nehemiah 7 in the BPH

Nehemiah 7 in the BSB

Nehemiah 7 in the CCB

Nehemiah 7 in the CUV

Nehemiah 7 in the CUVS

Nehemiah 7 in the DBT

Nehemiah 7 in the DGDNT

Nehemiah 7 in the DHNT

Nehemiah 7 in the DNT

Nehemiah 7 in the ELBE

Nehemiah 7 in the EMTV

Nehemiah 7 in the ESV

Nehemiah 7 in the FBV

Nehemiah 7 in the FEB

Nehemiah 7 in the GGMNT

Nehemiah 7 in the GNT

Nehemiah 7 in the HARY

Nehemiah 7 in the HNT

Nehemiah 7 in the IRVA

Nehemiah 7 in the IRVB

Nehemiah 7 in the IRVG

Nehemiah 7 in the IRVH

Nehemiah 7 in the IRVK

Nehemiah 7 in the IRVM

Nehemiah 7 in the IRVM2

Nehemiah 7 in the IRVO

Nehemiah 7 in the IRVP

Nehemiah 7 in the IRVT

Nehemiah 7 in the IRVT2

Nehemiah 7 in the IRVU

Nehemiah 7 in the ISVN

Nehemiah 7 in the JSNT

Nehemiah 7 in the KAPI

Nehemiah 7 in the KBT1ETNIK

Nehemiah 7 in the KBV

Nehemiah 7 in the KJV

Nehemiah 7 in the KNFD

Nehemiah 7 in the LBA

Nehemiah 7 in the LBLA

Nehemiah 7 in the LNT

Nehemiah 7 in the LSV

Nehemiah 7 in the MAAL

Nehemiah 7 in the MBV

Nehemiah 7 in the MBV2

Nehemiah 7 in the MHNT

Nehemiah 7 in the MKNFD

Nehemiah 7 in the MNG

Nehemiah 7 in the MNT

Nehemiah 7 in the MNT2

Nehemiah 7 in the MRS1T

Nehemiah 7 in the NAA

Nehemiah 7 in the NASB

Nehemiah 7 in the NBLA

Nehemiah 7 in the NBS

Nehemiah 7 in the NBVTP

Nehemiah 7 in the NET2

Nehemiah 7 in the NIV11

Nehemiah 7 in the NNT

Nehemiah 7 in the NNT2

Nehemiah 7 in the NNT3

Nehemiah 7 in the PDDPT

Nehemiah 7 in the PFNT

Nehemiah 7 in the RMNT

Nehemiah 7 in the SBIAS

Nehemiah 7 in the SBIBS

Nehemiah 7 in the SBIBS2

Nehemiah 7 in the SBICS

Nehemiah 7 in the SBIDS

Nehemiah 7 in the SBIGS

Nehemiah 7 in the SBIHS

Nehemiah 7 in the SBIIS

Nehemiah 7 in the SBIIS2

Nehemiah 7 in the SBIIS3

Nehemiah 7 in the SBIKS

Nehemiah 7 in the SBIKS2

Nehemiah 7 in the SBIMS

Nehemiah 7 in the SBIOS

Nehemiah 7 in the SBIPS

Nehemiah 7 in the SBISS

Nehemiah 7 in the SBITS

Nehemiah 7 in the SBITS2

Nehemiah 7 in the SBITS3

Nehemiah 7 in the SBITS4

Nehemiah 7 in the SBIUS

Nehemiah 7 in the SBIVS

Nehemiah 7 in the SBT

Nehemiah 7 in the SBT1E

Nehemiah 7 in the SCHL

Nehemiah 7 in the SNT

Nehemiah 7 in the SUSU

Nehemiah 7 in the SUSU2

Nehemiah 7 in the SYNO

Nehemiah 7 in the TBIAOTANT

Nehemiah 7 in the TBT1E

Nehemiah 7 in the TBT1E2

Nehemiah 7 in the TFTIP

Nehemiah 7 in the TFTU

Nehemiah 7 in the TGNTATF3T

Nehemiah 7 in the THAI

Nehemiah 7 in the TNFD

Nehemiah 7 in the TNT

Nehemiah 7 in the TNTIK

Nehemiah 7 in the TNTIL

Nehemiah 7 in the TNTIN

Nehemiah 7 in the TNTIP

Nehemiah 7 in the TNTIZ

Nehemiah 7 in the TOMA

Nehemiah 7 in the TTENT

Nehemiah 7 in the UBG

Nehemiah 7 in the UGV

Nehemiah 7 in the UGV2

Nehemiah 7 in the VBL

Nehemiah 7 in the VDCC

Nehemiah 7 in the YALU

Nehemiah 7 in the YAPE

Nehemiah 7 in the YBVTP

Nehemiah 7 in the ZBP