Judges 10 (UGV3)

1 Abīmalik kī maut ke bād Tolā bin Fuwwā bin Dodo Isrāīl ko bachāne ke lie uṭhā. Wuh Ishkār ke qabīle se thā aur Ifrāīm ke pahāṛī ilāqe ke shahr Samīr meṅ rihāishpazīr thā. 2 Tolā 23 sāl Isrāīl kā qāzī rahā. Phir wuh faut huā aur Samīr meṅ dafnāyā gayā. 3 Us ke bād Jiliyād kā rahne wālā Yāīr qāzī ban gayā. Us ne 22 sāl Isrāīl kī rāhnumāī kī. 4 Yāīr ke 30 beṭe the. Har beṭe kā ek ek gadhā aur Jiliyād meṅ ek ek ābādī thī. Āj tak in kā nām ‘Hawwot-yāīr’ yānī Yāīr kī Bastiyāṅ hai. 5 Jab Yāīr intaqāl kar gayā to use Qāmon meṅ dafnāyā gayā. 6 Yāīr kī maut ke bād Isrāīlī dubārā aisī harkateṅ karne lage jo Rab ko burī lagīṅ. Wuh kaī dewatāoṅ ke pīchhe lag gae jin meṅ Bāl Dewatā, Astārāt Dewī aur Shām, Saidā, Moāb, Ammoniyoṅ aur Filistiyoṅ ke dewatā shāmil the. Yoṅ wuh Rab kī parastish aur ḳhidmat karne se bāz āe. 7 Tab us kā ġhazab un par nāzil huā, aur us ne unheṅ Filistiyoṅ aur Ammoniyoṅ ke hawāle kar diyā. 8 Usī sāl ke daurān in qaumoṅ ne Jiliyād meṅ Isrāīliyoṅ ke us ilāqe par qabzā kiyā jis meṅ purāne zamāne meṅ Amorī ābād the aur jo Dariyā-e-Yardan ke mashriq meṅ thā. Filistī aur Ammonī 18 sāl tak Isrāīliyoṅ ko kuchalte aur dabāte rahe. 9 Na sirf yih balki Ammoniyoṅ ne Dariyā-e-Yardan ko pār karke Yahūdāh, Binyamīn aur Ifrāīm ke qabīloṅ par bhī hamlā kiyā.Jab Isrāīlī baṛī musībat meṅ the 10 to āḳhirkār unhoṅ ne madad ke lie Rab ko pukārā aur iqrār kiyā, “Ham ne terā gunāh kiyā hai. Apne Ḳhudā ko tark karke ham ne Bāl ke butoṅ kī pūjā kī hai.” 11 Rab ne jawāb meṅ kahā, “Jab Misrī, Amorī, Ammonī, Filistī, 12 Saidānī, Amālīqī aur Māonī tum par zulm karte the aur tum madad ke lie mujhe pukārne lage to kyā maiṅ ne tumheṅ na bachāyā? 13 Is ke bāwujūd tum bār bār mujhe tark karke dīgar mābūdoṅ kī pūjā karte rahe ho. Is lie ab se maiṅ tumhārī madad nahīṅ karūṅga. 14 Jāo, un dewatāoṅ ke sāmne chīḳhte-chillāte raho jinheṅ tum ne chun liyā hai! Wuhī tumheṅ musībat se nikāleṅ.” 15 Lekin Isrāīliyoṅ ne Rab se fariyād kī, “Ham se ġhaltī huī hai. Jo kuchh bhī tū munāsib samajhtā hai wuh hamāre sāth kar. Lekin tū hī hameṅ āj bachā.” 16 Wuh ajnabī mābūdoṅ ko apne bīch meṅ se nikāl kar Rab kī dubārā ḳhidmat karne lage. Tab wuh Isrāīl kā dukh bardāsht na kar sakā. 17 Un dinoṅ meṅ Ammonī apne faujiyoṅ ko jamā karke Jiliyād meṅ ḳhaimāzan hue. Jawāb meṅ Isrāīlī bhī jamā hue aur Misfāh meṅ apne ḳhaime lagāe. 18 Jiliyād ke rāhnumāoṅ ne elān kiyā, “Hameṅ aise ādmī kī zarūrat hai jo hamāre āge chal kar Ammoniyoṅ par hamlā kare. Jo koī aisā kare wuh Jiliyād ke tamām bāshindoṅ kā sardār banegā.”

In Other Versions

Judges 10 in the ANGEFD

Judges 10 in the ANTPNG2D

Judges 10 in the AS21

Judges 10 in the BAGH

Judges 10 in the BBPNG

Judges 10 in the BBT1E

Judges 10 in the BDS

Judges 10 in the BEV

Judges 10 in the BHAD

Judges 10 in the BIB

Judges 10 in the BLPT

Judges 10 in the BNT

Judges 10 in the BNTABOOT

Judges 10 in the BNTLV

Judges 10 in the BOATCB

Judges 10 in the BOATCB2

Judges 10 in the BOBCV

Judges 10 in the BOCNT

Judges 10 in the BOECS

Judges 10 in the BOGWICC

Judges 10 in the BOHCB

Judges 10 in the BOHCV

Judges 10 in the BOHLNT

Judges 10 in the BOHNTLTAL

Judges 10 in the BOICB

Judges 10 in the BOILNTAP

Judges 10 in the BOITCV

Judges 10 in the BOKCV

Judges 10 in the BOKCV2

Judges 10 in the BOKHWOG

Judges 10 in the BOKSSV

Judges 10 in the BOLCB

Judges 10 in the BOLCB2

Judges 10 in the BOMCV

Judges 10 in the BONAV

Judges 10 in the BONCB

Judges 10 in the BONLT

Judges 10 in the BONUT2

Judges 10 in the BOPLNT

Judges 10 in the BOSCB

Judges 10 in the BOSNC

Judges 10 in the BOTLNT

Judges 10 in the BOVCB

Judges 10 in the BOYCB

Judges 10 in the BPBB

Judges 10 in the BPH

Judges 10 in the BSB

Judges 10 in the CCB

Judges 10 in the CUV

Judges 10 in the CUVS

Judges 10 in the DBT

Judges 10 in the DGDNT

Judges 10 in the DHNT

Judges 10 in the DNT

Judges 10 in the ELBE

Judges 10 in the EMTV

Judges 10 in the ESV

Judges 10 in the FBV

Judges 10 in the FEB

Judges 10 in the GGMNT

Judges 10 in the GNT

Judges 10 in the HARY

Judges 10 in the HNT

Judges 10 in the IRVA

Judges 10 in the IRVB

Judges 10 in the IRVG

Judges 10 in the IRVH

Judges 10 in the IRVK

Judges 10 in the IRVM

Judges 10 in the IRVM2

Judges 10 in the IRVO

Judges 10 in the IRVP

Judges 10 in the IRVT

Judges 10 in the IRVT2

Judges 10 in the IRVU

Judges 10 in the ISVN

Judges 10 in the JSNT

Judges 10 in the KAPI

Judges 10 in the KBT1ETNIK

Judges 10 in the KBV

Judges 10 in the KJV

Judges 10 in the KNFD

Judges 10 in the LBA

Judges 10 in the LBLA

Judges 10 in the LNT

Judges 10 in the LSV

Judges 10 in the MAAL

Judges 10 in the MBV

Judges 10 in the MBV2

Judges 10 in the MHNT

Judges 10 in the MKNFD

Judges 10 in the MNG

Judges 10 in the MNT

Judges 10 in the MNT2

Judges 10 in the MRS1T

Judges 10 in the NAA

Judges 10 in the NASB

Judges 10 in the NBLA

Judges 10 in the NBS

Judges 10 in the NBVTP

Judges 10 in the NET2

Judges 10 in the NIV11

Judges 10 in the NNT

Judges 10 in the NNT2

Judges 10 in the NNT3

Judges 10 in the PDDPT

Judges 10 in the PFNT

Judges 10 in the RMNT

Judges 10 in the SBIAS

Judges 10 in the SBIBS

Judges 10 in the SBIBS2

Judges 10 in the SBICS

Judges 10 in the SBIDS

Judges 10 in the SBIGS

Judges 10 in the SBIHS

Judges 10 in the SBIIS

Judges 10 in the SBIIS2

Judges 10 in the SBIIS3

Judges 10 in the SBIKS

Judges 10 in the SBIKS2

Judges 10 in the SBIMS

Judges 10 in the SBIOS

Judges 10 in the SBIPS

Judges 10 in the SBISS

Judges 10 in the SBITS

Judges 10 in the SBITS2

Judges 10 in the SBITS3

Judges 10 in the SBITS4

Judges 10 in the SBIUS

Judges 10 in the SBIVS

Judges 10 in the SBT

Judges 10 in the SBT1E

Judges 10 in the SCHL

Judges 10 in the SNT

Judges 10 in the SUSU

Judges 10 in the SUSU2

Judges 10 in the SYNO

Judges 10 in the TBIAOTANT

Judges 10 in the TBT1E

Judges 10 in the TBT1E2

Judges 10 in the TFTIP

Judges 10 in the TFTU

Judges 10 in the TGNTATF3T

Judges 10 in the THAI

Judges 10 in the TNFD

Judges 10 in the TNT

Judges 10 in the TNTIK

Judges 10 in the TNTIL

Judges 10 in the TNTIN

Judges 10 in the TNTIP

Judges 10 in the TNTIZ

Judges 10 in the TOMA

Judges 10 in the TTENT

Judges 10 in the UBG

Judges 10 in the UGV

Judges 10 in the UGV2

Judges 10 in the VBL

Judges 10 in the VDCC

Judges 10 in the YALU

Judges 10 in the YAPE

Judges 10 in the YBVTP

Judges 10 in the ZBP