1 Chronicles 26 (UGV3)

1 Rab ke ghar ke sahan ke darwāzoṅ par pahrādārī karne ke guroh bhī muqarrar kie gae. Un meṅ zail ke ādmī shāmil the:Qorah ke ḳhāndān kā fard Masalamiyāh bin Qore jo Āsaf kī aulād meṅ se thā. 2 Masalamiyāh ke sāt beṭe baṛe se le kar chhoṭe tak Zakariyāh, Yadiyael, Zabadiyāh, Yatniyel, 3 Ailām, Yūhanān aur Ilīhuainī the. 4 4-5 Obed-adom bhī darbān thā. Allāh ne use barkat de kar āṭh beṭe die the. Baṛe se le kar chhoṭe tak un ke nām Samāyāh, Yahūzabad, Yuāḳh, Sakār, Nataniyel, Ammiyel, Ishkār aur Fa'ūllatī the. 6 Samāyāh bin Obed-adom ke beṭe ḳhāndānī sarbarāh the, kyoṅki wuh kāfī asar-o-rasūḳh rakhte the. 7 Un ke nām utnī, rafāel, Obed aur Ilzabad the. Samāyāh ke rishtedār Ilīhū aur Samakiyāh bhī guroh meṅ shāmil the, kyoṅki wuh bhī ḳhās haisiyat rakhte the. 8 Obed-adom se nikle yih tamām ādmī lāyq the. Wuh apne beṭoṅ aur rishtedāroṅ samet kul 62 afrād the aur sab mahārat se apnī ḳhidmat saranjām dete the. 9 Masalamiyāh ke beṭe aur rishtedār kul 18 ādmī the. Sab lāyq the. 10 Mirārī ke ḳhāndān kā fard Hūsā ke chār beṭe Simrī, Ḳhilqiyāh, Tabaliyāh aur Zakariyāh the. Hūsā ne Simrī ko ḳhidmat ke guroh kā sarbarāh banā diyā thā agarche wuh pahlauṭhā nahīṅ thā. 11 Dūsre beṭe baṛe se le kar chhoṭe tak Ḳhilqiyāh, Tabaliyāh aur Zakariyāh the. Hūsā ke kul 13 beṭe aur rishtedār the. 12 Darbānoṅ ke in gurohoṅ meṅ ḳhāndānī sarparast aur tamām ādmī shāmil the. Bāqī Lāwiyoṅ kī tarah yih bhī Rab ke ghar meṅ apnī ḳhidmat saranjām dete the. 13 Qurā-andāzī se muqarrar kiyā gayā ki kaun-sā guroh sahan ke kis darwāze kī pahrādārī kare. Is silsile meṅ baṛe aur chhoṭe ḳhāndānoṅ meṅ imtiyāz na kiyā gayā. 14 Yoṅ jab qurā ḍālā gayā to Masalamiyāh ke ḳhāndān kā nām Mashriqī Darwāze kī pahrādārī karne ke lie niklā. Zakariyāh bin Masalamiyāh ke ḳhāndān kā nām Shimālī Darwāze kī pahrādārī karne ke lie niklā. Zakariyāh apne dānā mashwaroṅ ke lie mashhūr thā. 15 Jab qurā Junūbī Darwāze kī pahrādārī ke lie ḍālā gayā to Obed-adom kā nām niklā. Us ke beṭoṅ ko godām kī pahrādārī karne kī zimmedārī dī gaī. 16 Jab Maġhribī Darwāze aur Salakat Darwāze ke lie qurā ḍālā gayā to Suffīm aur Hūsā ke nām nikle. Salakat Darwāzā chaṛhnī wāle rāste par hai.Pahrādārī kī ḳhidmat yoṅ bāṅṭī gaī: 17 Rozānā Mashriqī Darwāze par chhih Lāwī pahrā dete the, Shimālī aur Junūbī Darwāzoṅ par chār chār afrād aur godām par do. 18 Rab ke ghar ke sahan ke Maġhribī Darwāze par chhih Lāwī pahrā dete the, chār rāste par aur do sahan meṅ. 19 Yih sab darbānoṅ ke guroh the. Sab Qorah aur Mirārī ke ḳhāndānoṅ kī aulād the. 20 Dūsre kuchh Lāwī Allāh ke ghar ke ḳhazānoṅ aur Rab ke lie maḳhsūs kī gaī chīzeṅ saṅbhālte the. 21 21-22 Do bhāī Zaitām aur Yoel Rab ke ghar ke ḳhazānoṅ kī pahrādārī karte the. Wuh Yihiyel ke ḳhāndān ke sarparast the aur yoṅ Lādān Jairsonī kī aulād the. 23 Amrām, Izhār, Habrūn aur Uzziyel ke ḳhāndānoṅ kī yih zimmedāriyāṅ thīṅ: 24 Sabuel bin Jairsom bin Mūsā ḳhazānoṅ kā nigarān thā. 25 Jairsom ke bhāī Iliyazar kā beṭā Rahabiyāh thā. Rahabiyāh kā beṭā Yasāyāh, Yasāyāh kā beṭā Yūrām, Yūrām kā beṭā Zikrī aur Zikrī kā beṭā Salūmīt thā. 26 Salūmīt apne bhāiyoṅ ke sāth un muqaddas chīzoṅ ko saṅbhāltā thā jo Dāūd Bādshāh, ḳhāndānī sarparastoṅ, hazār hazār aur sau sau faujiyoṅ par muqarrar afsaroṅ aur dūsre ālā afsaroṅ ne Rab ke lie maḳhsūs kī thīṅ. 27 Yih chīzeṅ jangoṅ meṅ lūṭe hue māl meṅ se le kar Rab ke ghar ko mazbūt karne ke lie maḳhsūs kī gaī thīṅ. 28 In meṅ wuh sāmān bhī shāmil thā jo Samuel Ġhaibbīn, Sāūl bin Qīs, Abinair bin Nair aur Yoāb bin Zarūyāh ne maqdis ke lie maḳhsūs kiyā thā. Salūmīt aur us ke bhāī in tamām chīzoṅ ko saṅbhālte the. 29 Izhār ke ḳhāndān ke afrād yānī kananiyāh aur us ke beṭoṅ ko Rab ke ghar se bāhar kī zimmedāriyāṅ dī gaīṅ. Unheṅ nigarānoṅ aur qāziyoṅ kī haisiyat se Isrāīl par muqarrar kiyā gayā. 30 Habrūn ke ḳhāndān ke afrād yānī Hasbiyāh aur us ke bhāiyoṅ ko Dariyā-e-Yardan ke maġhrib ke ilāqe ko saṅbhālne kī zimmedārī dī gaī. Wahāṅ wuh Rab ke ghar se mutālliq kāmoṅ ke alāwā bādshāh kī ḳhidmat bhī saranjām dete the. In lāyq ādmiyoṅ kī kul tādād 1,700 thī. 31 Dāūd Bādshāh kī hukūmat ke 40weṅ sāl meṅ nasabnāme kī tahqīq kī gaī tāki Habrūn ke ḳhāndān ke bāre meṅ mālūmāt hāsil ho jāeṅ. Patā chalā ki us ke kaī lāyq rukn Jiliyād ke ilāqe ke shahr Yāzer meṅ ābād haiṅ. Yariyāh un kā sarparast thā. 32 Dāūd Bādshāh ne use Rūbin, Jad aur Manassī ke mashriqī ilāqe ko saṅbhālne kī zimmedārī dī. Yariyāh kī is ḳhidmat meṅ us ke ḳhāndān ke mazīd 2,700 afrād bhī shāmil the. Sab lāyq aur apne apne ḳhāndānoṅ ke sarparast the. Us ilāqe meṅ wuh Rab ke ghar se mutālliq kāmoṅ ke alāwā bādshāh kī ḳhidmat bhī saranjām dete the.

In Other Versions

1 Chronicles 26 in the ANGEFD

1 Chronicles 26 in the ANTPNG2D

1 Chronicles 26 in the AS21

1 Chronicles 26 in the BAGH

1 Chronicles 26 in the BBPNG

1 Chronicles 26 in the BBT1E

1 Chronicles 26 in the BDS

1 Chronicles 26 in the BEV

1 Chronicles 26 in the BHAD

1 Chronicles 26 in the BIB

1 Chronicles 26 in the BLPT

1 Chronicles 26 in the BNT

1 Chronicles 26 in the BNTABOOT

1 Chronicles 26 in the BNTLV

1 Chronicles 26 in the BOATCB

1 Chronicles 26 in the BOATCB2

1 Chronicles 26 in the BOBCV

1 Chronicles 26 in the BOCNT

1 Chronicles 26 in the BOECS

1 Chronicles 26 in the BOGWICC

1 Chronicles 26 in the BOHCB

1 Chronicles 26 in the BOHCV

1 Chronicles 26 in the BOHLNT

1 Chronicles 26 in the BOHNTLTAL

1 Chronicles 26 in the BOICB

1 Chronicles 26 in the BOILNTAP

1 Chronicles 26 in the BOITCV

1 Chronicles 26 in the BOKCV

1 Chronicles 26 in the BOKCV2

1 Chronicles 26 in the BOKHWOG

1 Chronicles 26 in the BOKSSV

1 Chronicles 26 in the BOLCB

1 Chronicles 26 in the BOLCB2

1 Chronicles 26 in the BOMCV

1 Chronicles 26 in the BONAV

1 Chronicles 26 in the BONCB

1 Chronicles 26 in the BONLT

1 Chronicles 26 in the BONUT2

1 Chronicles 26 in the BOPLNT

1 Chronicles 26 in the BOSCB

1 Chronicles 26 in the BOSNC

1 Chronicles 26 in the BOTLNT

1 Chronicles 26 in the BOVCB

1 Chronicles 26 in the BOYCB

1 Chronicles 26 in the BPBB

1 Chronicles 26 in the BPH

1 Chronicles 26 in the BSB

1 Chronicles 26 in the CCB

1 Chronicles 26 in the CUV

1 Chronicles 26 in the CUVS

1 Chronicles 26 in the DBT

1 Chronicles 26 in the DGDNT

1 Chronicles 26 in the DHNT

1 Chronicles 26 in the DNT

1 Chronicles 26 in the ELBE

1 Chronicles 26 in the EMTV

1 Chronicles 26 in the ESV

1 Chronicles 26 in the FBV

1 Chronicles 26 in the FEB

1 Chronicles 26 in the GGMNT

1 Chronicles 26 in the GNT

1 Chronicles 26 in the HARY

1 Chronicles 26 in the HNT

1 Chronicles 26 in the IRVA

1 Chronicles 26 in the IRVB

1 Chronicles 26 in the IRVG

1 Chronicles 26 in the IRVH

1 Chronicles 26 in the IRVK

1 Chronicles 26 in the IRVM

1 Chronicles 26 in the IRVM2

1 Chronicles 26 in the IRVO

1 Chronicles 26 in the IRVP

1 Chronicles 26 in the IRVT

1 Chronicles 26 in the IRVT2

1 Chronicles 26 in the IRVU

1 Chronicles 26 in the ISVN

1 Chronicles 26 in the JSNT

1 Chronicles 26 in the KAPI

1 Chronicles 26 in the KBT1ETNIK

1 Chronicles 26 in the KBV

1 Chronicles 26 in the KJV

1 Chronicles 26 in the KNFD

1 Chronicles 26 in the LBA

1 Chronicles 26 in the LBLA

1 Chronicles 26 in the LNT

1 Chronicles 26 in the LSV

1 Chronicles 26 in the MAAL

1 Chronicles 26 in the MBV

1 Chronicles 26 in the MBV2

1 Chronicles 26 in the MHNT

1 Chronicles 26 in the MKNFD

1 Chronicles 26 in the MNG

1 Chronicles 26 in the MNT

1 Chronicles 26 in the MNT2

1 Chronicles 26 in the MRS1T

1 Chronicles 26 in the NAA

1 Chronicles 26 in the NASB

1 Chronicles 26 in the NBLA

1 Chronicles 26 in the NBS

1 Chronicles 26 in the NBVTP

1 Chronicles 26 in the NET2

1 Chronicles 26 in the NIV11

1 Chronicles 26 in the NNT

1 Chronicles 26 in the NNT2

1 Chronicles 26 in the NNT3

1 Chronicles 26 in the PDDPT

1 Chronicles 26 in the PFNT

1 Chronicles 26 in the RMNT

1 Chronicles 26 in the SBIAS

1 Chronicles 26 in the SBIBS

1 Chronicles 26 in the SBIBS2

1 Chronicles 26 in the SBICS

1 Chronicles 26 in the SBIDS

1 Chronicles 26 in the SBIGS

1 Chronicles 26 in the SBIHS

1 Chronicles 26 in the SBIIS

1 Chronicles 26 in the SBIIS2

1 Chronicles 26 in the SBIIS3

1 Chronicles 26 in the SBIKS

1 Chronicles 26 in the SBIKS2

1 Chronicles 26 in the SBIMS

1 Chronicles 26 in the SBIOS

1 Chronicles 26 in the SBIPS

1 Chronicles 26 in the SBISS

1 Chronicles 26 in the SBITS

1 Chronicles 26 in the SBITS2

1 Chronicles 26 in the SBITS3

1 Chronicles 26 in the SBITS4

1 Chronicles 26 in the SBIUS

1 Chronicles 26 in the SBIVS

1 Chronicles 26 in the SBT

1 Chronicles 26 in the SBT1E

1 Chronicles 26 in the SCHL

1 Chronicles 26 in the SNT

1 Chronicles 26 in the SUSU

1 Chronicles 26 in the SUSU2

1 Chronicles 26 in the SYNO

1 Chronicles 26 in the TBIAOTANT

1 Chronicles 26 in the TBT1E

1 Chronicles 26 in the TBT1E2

1 Chronicles 26 in the TFTIP

1 Chronicles 26 in the TFTU

1 Chronicles 26 in the TGNTATF3T

1 Chronicles 26 in the THAI

1 Chronicles 26 in the TNFD

1 Chronicles 26 in the TNT

1 Chronicles 26 in the TNTIK

1 Chronicles 26 in the TNTIL

1 Chronicles 26 in the TNTIN

1 Chronicles 26 in the TNTIP

1 Chronicles 26 in the TNTIZ

1 Chronicles 26 in the TOMA

1 Chronicles 26 in the TTENT

1 Chronicles 26 in the UBG

1 Chronicles 26 in the UGV

1 Chronicles 26 in the UGV2

1 Chronicles 26 in the VBL

1 Chronicles 26 in the VDCC

1 Chronicles 26 in the YALU

1 Chronicles 26 in the YAPE

1 Chronicles 26 in the YBVTP

1 Chronicles 26 in the ZBP