Nehemiah 11 (UGV3)
1 Qaum ke buzurg Yarūshalam meṅ ābād hue the. Faislā kiyā gayā ki bāqī logoṅ ke har dasweṅ ḳhāndān ko muqaddas shahr Yarūshalam meṅ basnā hai. Yih ḳhāndān qurā ḍāl kar muqarrar kie gae. Bāqī ḳhāndānoṅ ko un kī maqāmī jaghoṅ meṅ rahne kī ijāzat thī. 2 Lekin jitne log apnī ḳhushī se Yarūshalam jā base unheṅ dūsroṅ ne mubārakbād dī. 3 Zail meṅ sūbe ke un buzurgoṅ kī fahrist hai jo Yarūshalam meṅ ābād hue. (Aksar log Yahūdāh ke bāqī shahroṅ aur dehāt meṅ apnī maurūsī zamīn par baste the. In meṅ ām Isrāīlī, imām, Lāwī, Rab ke ghar ke ḳhidmatgār aur Sulemān ke ḳhādimoṅ kī aulād shāmil the. 4 Lekin Yahūdāh aur Binyamīn ke chand ek log Yarūshalam meṅ jā base.)Yahūdāh kā qabīlā:Fāras ke ḳhāndān kā Atāyāh bin Uzziyāh bin Zakariyāh bin Amariyāh bin Safatiyāh bin Mahalalel, 5 Silonī ke ḳhāndān kā Māsiyāh bin Bārūk bin Kulhozā bin Hazāyāh bin Adāyāh bin Yūyārīb bin Zakariyāh. 6 Fāras ke ḳhāndān ke 468 asar-o-rasūḳh rakhne wāle ādmī apne ḳhāndānoṅ samet Yarūshalam meṅ rihāishpazīr the. 7 Binyamīn kā qabīlā:Sallū bin Masullām bin Yoed bin Fidāyāh bin Qaulāyāh bin Māsiyāh bin Ītiyel bin Yasāyāh. 8 Sallū ke sāth Jabbī aur Sallī the. Kul 928 ādmī the. 9 In par Yoel bin Zikrī muqarrar thā jabki Yahūdāh bin Sanūsāh shahr kī intazāmiyā meṅ dūsre nambar par ātā thā. 10 Yarūshalam meṅ zail ke imām rahte the.Yadāyāh, Yūyārīb, Yakīn 11 aur Sirāyāh bin Ḳhilqiyāh bin Masullām bin Sadoq bin Mirāyot bin Aḳhītūb. Sirāyāh Allāh ke ghar kā muntazim thā. 12 In imāmoṅ ke 822 bhāī Rab ke ghar meṅ ḳhidmat karte the.Nīz, Adāyāh bin Yarohām bin Filaliyāh bin Amsī bin Zakariyāh bin Fashhūr bin Malkiyāh. 13 Us ke sāth 242 bhāī the jo apne apne ḳhāndānoṅ ke sarparast the.In ke alāwā Amashsī bin Azarel bin Aḳhzī bin Masillamot bin Immer. 14 Us ke sāth 128 asar-o-rasūḳh rakhne wāle bhāī the. Zabdiyel bin Hajjadūlīm un kā inchārj thā. 15 Zail ke Lāwī Yarūshalam meṅ rihāishpazīr the. Samāyāh bin Hassūb bin Azrīqām bin Hasbiyāh bin Bunnī, 16 nīz Sabbatī aur Yūzabad jo Allāh ke ghar se bāhar ke kām par muqarrar the, 17 nīz shukrguzārī kā rāhnumā Mattaniyāh bin Mīkā bin Zabdī bin Āsaf thā jo duā karte waqt hamd-o-sanā kī rāhnumāī kartā thā,nīz us kā madadgār Mattaniyāh kā bhāī Baqbūqiyāh,aur āḳhir meṅ Abdā bin Sammua bin Jalāl bin Yadūtūn. 18 Lāwiyoṅ ke kul 284 mard muqaddas shahr meṅ rahte the. 19 Rab ke ghar ke darbānoṅ ke darj-e-zail mard Yarūshalam meṅ rahte the.Aqqūb aur Talmūn apne bhāiyoṅ samet darwāzoṅ ke pahredār the. Kul 172 mard the. 20 Qaum ke bāqī log, imām aur Lāwī Yarūshalam se bāhar Yahūdāh ke dūsre shahroṅ meṅ ābād the. Har ek apnī ābāī zamīn par rahtā thā. 21 Rab ke ghar ke ḳhidmatgār Ofal Pahāṛī par baste the. Zīhā aur Jisfā un par muqarrar the. 22 Yarūshalam meṅ rahne wāle Lāwiyoṅ kā nigarān Uzzī bin Bānī bin Hasbiyāh bin Mattaniyāh bin Mīkā thā. Wuh Āsaf ke ḳhāndān kā thā, us ḳhāndān kā jis ke gulūkār Allāh ke ghar meṅ ḳhidmat karte the. 23 Bādshāh ne muqarrar kiyā thā ki Āsaf ke ḳhāndān ke kin kin ādmiyoṅ ko kis kis din Rab ke ghar meṅ gīt gāne kī ḳhidmat karnī hai. 24 Fatahiyāh bin Mashezabel Isrāīlī muāmaloṅ meṅ Fāras ke bādshāh kī numāindagī kartā thā. Wuh Zārah bin Yahūdāh ke ḳhāndān kā thā. 25 Yahūdāh ke qabīle ke afrād zail ke shahroṅ meṅ ābād the.Qiriyat-arbā, Dībon aur Qabziyel gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet, 26 Yashua, Molādā, Bait-falat, 27 Hasār-suāl, Bair-sabā gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet, 28 Siqlāj, Makūnāh gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet, 29 Ain-rimmon, Sur'ā, Yarmūt, 30 Zanūh, Adullām gird-o-nawāh kī haweliyoṅ samet, Lakīs gird-o-nawāh ke khetoṅ samet aur Azīqā gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet. Ġharz, wuh junūb meṅ Bair-sabā se le kar shimāl meṅ Wādī-e-Hinnūm tak ābād the. 31 Binyamīn ke qabīle kī rihāish zail ke maqāmoṅ meṅ thī.Jibā, Mikmās, Aiyāh, Baitel gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet, 32 Anatot, Nob, Ananiyāh, 33 Hasūr, Rāmā, Jittaim, 34 Hādīd, Zaboīm, Naballāt, 35 Lūd, Onūs aur Kārīgaroṅ kī Wādī. 36 Lāwī qabīle ke kuchh ḳhāndān jo pahle Yahūdāh meṅ rahte the ab Binyamīn ke qabāylī ilāqe meṅ ābād hue.
In Other Versions
Nehemiah 11 in the ANGEFD
Nehemiah 11 in the ANTPNG2D
Nehemiah 11 in the AS21
Nehemiah 11 in the BAGH
Nehemiah 11 in the BBPNG
Nehemiah 11 in the BBT1E
Nehemiah 11 in the BDS
Nehemiah 11 in the BEV
Nehemiah 11 in the BHAD
Nehemiah 11 in the BIB
Nehemiah 11 in the BLPT
Nehemiah 11 in the BNT
Nehemiah 11 in the BNTABOOT
Nehemiah 11 in the BNTLV
Nehemiah 11 in the BOATCB
Nehemiah 11 in the BOATCB2
Nehemiah 11 in the BOBCV
Nehemiah 11 in the BOCNT
Nehemiah 11 in the BOECS
Nehemiah 11 in the BOGWICC
Nehemiah 11 in the BOHCB
Nehemiah 11 in the BOHCV
Nehemiah 11 in the BOHLNT
Nehemiah 11 in the BOHNTLTAL
Nehemiah 11 in the BOICB
Nehemiah 11 in the BOILNTAP
Nehemiah 11 in the BOITCV
Nehemiah 11 in the BOKCV
Nehemiah 11 in the BOKCV2
Nehemiah 11 in the BOKHWOG
Nehemiah 11 in the BOKSSV
Nehemiah 11 in the BOLCB
Nehemiah 11 in the BOLCB2
Nehemiah 11 in the BOMCV
Nehemiah 11 in the BONAV
Nehemiah 11 in the BONCB
Nehemiah 11 in the BONLT
Nehemiah 11 in the BONUT2
Nehemiah 11 in the BOPLNT
Nehemiah 11 in the BOSCB
Nehemiah 11 in the BOSNC
Nehemiah 11 in the BOTLNT
Nehemiah 11 in the BOVCB
Nehemiah 11 in the BOYCB
Nehemiah 11 in the BPBB
Nehemiah 11 in the BPH
Nehemiah 11 in the BSB
Nehemiah 11 in the CCB
Nehemiah 11 in the CUV
Nehemiah 11 in the CUVS
Nehemiah 11 in the DBT
Nehemiah 11 in the DGDNT
Nehemiah 11 in the DHNT
Nehemiah 11 in the DNT
Nehemiah 11 in the ELBE
Nehemiah 11 in the EMTV
Nehemiah 11 in the ESV
Nehemiah 11 in the FBV
Nehemiah 11 in the FEB
Nehemiah 11 in the GGMNT
Nehemiah 11 in the GNT
Nehemiah 11 in the HARY
Nehemiah 11 in the HNT
Nehemiah 11 in the IRVA
Nehemiah 11 in the IRVB
Nehemiah 11 in the IRVG
Nehemiah 11 in the IRVH
Nehemiah 11 in the IRVK
Nehemiah 11 in the IRVM
Nehemiah 11 in the IRVM2
Nehemiah 11 in the IRVO
Nehemiah 11 in the IRVP
Nehemiah 11 in the IRVT
Nehemiah 11 in the IRVT2
Nehemiah 11 in the IRVU
Nehemiah 11 in the ISVN
Nehemiah 11 in the JSNT
Nehemiah 11 in the KAPI
Nehemiah 11 in the KBT1ETNIK
Nehemiah 11 in the KBV
Nehemiah 11 in the KJV
Nehemiah 11 in the KNFD
Nehemiah 11 in the LBA
Nehemiah 11 in the LBLA
Nehemiah 11 in the LNT
Nehemiah 11 in the LSV
Nehemiah 11 in the MAAL
Nehemiah 11 in the MBV
Nehemiah 11 in the MBV2
Nehemiah 11 in the MHNT
Nehemiah 11 in the MKNFD
Nehemiah 11 in the MNG
Nehemiah 11 in the MNT
Nehemiah 11 in the MNT2
Nehemiah 11 in the MRS1T
Nehemiah 11 in the NAA
Nehemiah 11 in the NASB
Nehemiah 11 in the NBLA
Nehemiah 11 in the NBS
Nehemiah 11 in the NBVTP
Nehemiah 11 in the NET2
Nehemiah 11 in the NIV11
Nehemiah 11 in the NNT
Nehemiah 11 in the NNT2
Nehemiah 11 in the NNT3
Nehemiah 11 in the PDDPT
Nehemiah 11 in the PFNT
Nehemiah 11 in the RMNT
Nehemiah 11 in the SBIAS
Nehemiah 11 in the SBIBS
Nehemiah 11 in the SBIBS2
Nehemiah 11 in the SBICS
Nehemiah 11 in the SBIDS
Nehemiah 11 in the SBIGS
Nehemiah 11 in the SBIHS
Nehemiah 11 in the SBIIS
Nehemiah 11 in the SBIIS2
Nehemiah 11 in the SBIIS3
Nehemiah 11 in the SBIKS
Nehemiah 11 in the SBIKS2
Nehemiah 11 in the SBIMS
Nehemiah 11 in the SBIOS
Nehemiah 11 in the SBIPS
Nehemiah 11 in the SBISS
Nehemiah 11 in the SBITS
Nehemiah 11 in the SBITS2
Nehemiah 11 in the SBITS3
Nehemiah 11 in the SBITS4
Nehemiah 11 in the SBIUS
Nehemiah 11 in the SBIVS
Nehemiah 11 in the SBT
Nehemiah 11 in the SBT1E
Nehemiah 11 in the SCHL
Nehemiah 11 in the SNT
Nehemiah 11 in the SUSU
Nehemiah 11 in the SUSU2
Nehemiah 11 in the SYNO
Nehemiah 11 in the TBIAOTANT
Nehemiah 11 in the TBT1E
Nehemiah 11 in the TBT1E2
Nehemiah 11 in the TFTIP
Nehemiah 11 in the TFTU
Nehemiah 11 in the TGNTATF3T
Nehemiah 11 in the THAI
Nehemiah 11 in the TNFD
Nehemiah 11 in the TNT
Nehemiah 11 in the TNTIK
Nehemiah 11 in the TNTIL
Nehemiah 11 in the TNTIN
Nehemiah 11 in the TNTIP
Nehemiah 11 in the TNTIZ
Nehemiah 11 in the TOMA
Nehemiah 11 in the TTENT
Nehemiah 11 in the UBG
Nehemiah 11 in the UGV
Nehemiah 11 in the UGV2
Nehemiah 11 in the VBL
Nehemiah 11 in the VDCC
Nehemiah 11 in the YALU
Nehemiah 11 in the YAPE
Nehemiah 11 in the YBVTP
Nehemiah 11 in the ZBP