Psalms 55 (UGV3)
1 Dāūd kā zabūr. Mausīqī ke rāhnumā ke lie. Hikmat kā yih gīt tārdār sāzoṅ ke sāth gānā hai.Ai Allāh, merī duā par dhyān de, apne āp ko merī iltijā se chhupāe na rakh. 2 Mujh par ġhaur kar, merī sun. Maiṅ bechainī se idhar-udhar ghūmte hue āheṅ bhar rahā hūṅ. 3 Kyoṅki dushman shor machā rahā, bedīn mujhe tang kar rahā hai. Wuh mujh par āfat lāne par tule hue haiṅ, ġhusse meṅ merī muḳhālafat kar rahe haiṅ. 4 Merā dil mere andar taṛap rahā hai, maut kī dahshat mujh par chhā gaī hai. 5 Ḳhauf aur larzish mujh par tārī huī, haibat mujh par ġhālib ā gaī hai. 6 Maiṅ bolā, “Kāsh mere kabūtar ke-se par hoṅ tāki uṛ kar ārām-o-sukūn pā sakūṅ! 7 Tab maiṅ dūr tak bhāg kar registān meṅ baserā kartā, 8 maiṅ jaldī se kahīṅ panāh letā jahāṅ tez āṅdhī aur tūfān se mahfūz rahtā.” (Silāh) 9 Ai Rab, un meṅ abtarī paidā kar, un kī zabān meṅ iḳhtilāf ḍāl! Kyoṅki mujhe shahr meṅ har taraf zulm aur jhagaṛe nazar āte haiṅ. 10 Din rāt wuh fasīl par chakkar kāṭte haiṅ, aur shahr fasād aur ḳharābī se bharā rahtā hai. 11 Us ke bīch meṅ tabāhī kī hukūmat hai, aur zulm aur fareb us ke chauk ko nahīṅ chhoṛte. 12 Agar koī dushman merī ruswāī kartā to qābil-e-bardāsht hotā. Agar mujh se nafrat karne wālā mujhe dabā kar apne āp ko sarfarāz kartā to maiṅ us se chhup jātā. 13 Lekin tū hī ne yih kiyā, tū jo mujh jaisā hai, jo merā qarībī dost aur hamrāz hai. 14 Merī tere sāth kitnī achchhī rifāqat thī jab ham hujūm ke sāth Allāh ke ghar kī taraf chalte gae. 15 Maut achānak hī unheṅ apnī girift meṅ le le. Zindā hī wuh Pātāl meṅ utar jāeṅ, kyoṅki burāī ne un meṅ apnā ghar banā liyā hai. 16 Lekin maiṅ pukār kar Allāh se madad māṅgtā hūṅ, aur Rab mujhe najāt degā. 17 Maiṅ har waqt āh-o-zārī kartā aur karāhtā rahtā hūṅ, ḳhāh subah ho, ḳhāh dopahar yā shām. Aur wuh merī sunegā. 18 Wuh fidyā de kar merī jān ko un se chhuṛāegā jo mere ḳhilāf laṛ rahe haiṅ. Go un kī tādād baṛī hai wuh mujhe ārām-o-sukūn degā. 19 Allāh jo azal se taḳhtnashīn hai merī sun kar unheṅ munāsib jawāb degā. (Silāh) Kyoṅki na wuh tabdīl ho jāeṅge, na kabhī Allāh kā ḳhauf māneṅge. 20 Us shaḳhs ne apnā hāth apne dostoṅ ke ḳhilāf uṭhāyā, us ne apnā ahd toṛ liyā hai. 21 Us kī zabān par makkhan kī-sī chiknī-chupṛī bāteṅ aur dil meṅ jang hai. Us ke tel se zyādā narm alfāz haqīqat meṅ khīṅchī huī talwāreṅ haiṅ. 22 Apnā bojh Rab par ḍāl to wuh tujhe saṅbhālegā. Wuh rāstbāz ko kabhī ḍagmagāne nahīṅ degā. 23 Lekin ai Allāh, tū unheṅ tabāhī ke gaṛhe meṅ utarne degā. Ḳhūṅḳhār aur dhokebāz ādhī umr bhī nahīṅ pāeṅge balki jaldī mareṅge. Lekin maiṅ tujh par bharosā rakhtā hūṅ.
In Other Versions
Psalms 55 in the ANGEFD
Psalms 55 in the ANTPNG2D
Psalms 55 in the AS21
Psalms 55 in the BAGH
Psalms 55 in the BBPNG
Psalms 55 in the BBT1E
Psalms 55 in the BDS
Psalms 55 in the BEV
Psalms 55 in the BHAD
Psalms 55 in the BIB
Psalms 55 in the BLPT
Psalms 55 in the BNT
Psalms 55 in the BNTABOOT
Psalms 55 in the BNTLV
Psalms 55 in the BOATCB
Psalms 55 in the BOATCB2
Psalms 55 in the BOBCV
Psalms 55 in the BOCNT
Psalms 55 in the BOECS
Psalms 55 in the BOGWICC
Psalms 55 in the BOHCB
Psalms 55 in the BOHCV
Psalms 55 in the BOHLNT
Psalms 55 in the BOHNTLTAL
Psalms 55 in the BOICB
Psalms 55 in the BOILNTAP
Psalms 55 in the BOITCV
Psalms 55 in the BOKCV
Psalms 55 in the BOKCV2
Psalms 55 in the BOKHWOG
Psalms 55 in the BOKSSV
Psalms 55 in the BOLCB
Psalms 55 in the BOLCB2
Psalms 55 in the BOMCV
Psalms 55 in the BONAV
Psalms 55 in the BONCB
Psalms 55 in the BONLT
Psalms 55 in the BONUT2
Psalms 55 in the BOPLNT
Psalms 55 in the BOSCB
Psalms 55 in the BOSNC
Psalms 55 in the BOTLNT
Psalms 55 in the BOVCB
Psalms 55 in the BOYCB
Psalms 55 in the BPBB
Psalms 55 in the BPH
Psalms 55 in the BSB
Psalms 55 in the CCB
Psalms 55 in the CUV
Psalms 55 in the CUVS
Psalms 55 in the DBT
Psalms 55 in the DGDNT
Psalms 55 in the DHNT
Psalms 55 in the DNT
Psalms 55 in the ELBE
Psalms 55 in the EMTV
Psalms 55 in the ESV
Psalms 55 in the FBV
Psalms 55 in the FEB
Psalms 55 in the GGMNT
Psalms 55 in the GNT
Psalms 55 in the HARY
Psalms 55 in the HNT
Psalms 55 in the IRVA
Psalms 55 in the IRVB
Psalms 55 in the IRVG
Psalms 55 in the IRVH
Psalms 55 in the IRVK
Psalms 55 in the IRVM
Psalms 55 in the IRVM2
Psalms 55 in the IRVO
Psalms 55 in the IRVP
Psalms 55 in the IRVT
Psalms 55 in the IRVT2
Psalms 55 in the IRVU
Psalms 55 in the ISVN
Psalms 55 in the JSNT
Psalms 55 in the KAPI
Psalms 55 in the KBT1ETNIK
Psalms 55 in the KBV
Psalms 55 in the KJV
Psalms 55 in the KNFD
Psalms 55 in the LBA
Psalms 55 in the LBLA
Psalms 55 in the LNT
Psalms 55 in the LSV
Psalms 55 in the MAAL
Psalms 55 in the MBV
Psalms 55 in the MBV2
Psalms 55 in the MHNT
Psalms 55 in the MKNFD
Psalms 55 in the MNG
Psalms 55 in the MNT
Psalms 55 in the MNT2
Psalms 55 in the MRS1T
Psalms 55 in the NAA
Psalms 55 in the NASB
Psalms 55 in the NBLA
Psalms 55 in the NBS
Psalms 55 in the NBVTP
Psalms 55 in the NET2
Psalms 55 in the NIV11
Psalms 55 in the NNT
Psalms 55 in the NNT2
Psalms 55 in the NNT3
Psalms 55 in the PDDPT
Psalms 55 in the PFNT
Psalms 55 in the RMNT
Psalms 55 in the SBIAS
Psalms 55 in the SBIBS
Psalms 55 in the SBIBS2
Psalms 55 in the SBICS
Psalms 55 in the SBIDS
Psalms 55 in the SBIGS
Psalms 55 in the SBIHS
Psalms 55 in the SBIIS
Psalms 55 in the SBIIS2
Psalms 55 in the SBIIS3
Psalms 55 in the SBIKS
Psalms 55 in the SBIKS2
Psalms 55 in the SBIMS
Psalms 55 in the SBIOS
Psalms 55 in the SBIPS
Psalms 55 in the SBISS
Psalms 55 in the SBITS
Psalms 55 in the SBITS2
Psalms 55 in the SBITS3
Psalms 55 in the SBITS4
Psalms 55 in the SBIUS
Psalms 55 in the SBIVS
Psalms 55 in the SBT
Psalms 55 in the SBT1E
Psalms 55 in the SCHL
Psalms 55 in the SNT
Psalms 55 in the SUSU
Psalms 55 in the SUSU2
Psalms 55 in the SYNO
Psalms 55 in the TBIAOTANT
Psalms 55 in the TBT1E
Psalms 55 in the TBT1E2
Psalms 55 in the TFTIP
Psalms 55 in the TFTU
Psalms 55 in the TGNTATF3T
Psalms 55 in the THAI
Psalms 55 in the TNFD
Psalms 55 in the TNT
Psalms 55 in the TNTIK
Psalms 55 in the TNTIL
Psalms 55 in the TNTIN
Psalms 55 in the TNTIP
Psalms 55 in the TNTIZ
Psalms 55 in the TOMA
Psalms 55 in the TTENT
Psalms 55 in the UBG
Psalms 55 in the UGV
Psalms 55 in the UGV2
Psalms 55 in the VBL
Psalms 55 in the VDCC
Psalms 55 in the YALU
Psalms 55 in the YAPE
Psalms 55 in the YBVTP
Psalms 55 in the ZBP