1 Kings 5 (UGV3)

1 Sūr kā bādshāh Hīrām hameshā Dāūd kā achchhā dost rahā thā. Jab use ḳhabar milī ki Dāūd ke bād Sulemān ko masah karke bādshāh banāyā gayā hai to us ne apne safīroṅ ko use mubārakbād dene ke lie bhej diyā. 2 Tab Sulemān ne Hīrām ko paiġhām bhejā, 3 “Āp jānte haiṅ ki mere bāp Dāūd Rab apne Ḳhudā ke nām ke lie ghar tāmīr karnā chāhte the. Lekin yih un ke bas kī bāt nahīṅ thī, kyoṅki un ke jīte-jī irdgird ke mamālik un se jang karte rahe. Go Rab ne Dāūd ko tamām dushmanoṅ par fatah baḳhshī thī, lekin laṛte laṛte wuh Rab kā ghar na banā sake. 4 Ab hālāt farq haiṅ: Rab mere Ḳhudā ne mujhe pūrā sukūn atā kiyā hai. Chāroṅ taraf na koī muḳhālif nazar ātā hai, na koī ḳhatrā. 5 Is lie maiṅ Rab apne Ḳhudā ke nām ke lie ghar tāmīr karnā chāhtā hūṅ. Kyoṅki mere bāp Dāūd ke jīte-jī Rab ne un se wādā kiyā thā, ‘Tere jis beṭe ko maiṅ tere bād taḳht par biṭhāūṅgā wuhī mere nām ke lie ghar banāegā.’ 6 Ab guzārish hai ki āp ke lakaṛhāre Lubnān meṅ mere lie deodār ke daraḳht kāṭ deṅ. Mere log un ke sāth mil kar kām kareṅge. Āp ke logoṅ kī mazdūrī maiṅ hī adā karūṅga. Jo kuchh bhī āp kaheṅge maiṅ unheṅ dūṅgā. Āp to ḳhūb jānte haiṅ ki hamāre hāṅ Saidā ke lakaṛhāroṅ jaise māhir nahīṅ haiṅ.” 7 Jab Hīrām ko Sulemān kā paiġhām milā to wuh bahut ḳhush ho kar bol uṭhā, “Āj Rab kī hamd ho jis ne Dāūd ko is baṛī qaum par hukūmat karne ke lie itnā dānishmand beṭā atā kiyā hai!” 8 Sulemān ko Hīrām ne jawāb bhejā, “Mujhe āp kā paiġhām mil gayā hai, aur maiṅ āp kī zarūr madad karūṅga. Deodār aur jūnīpar kī jitnī lakaṛī āp ko chāhie wuh maiṅ āp ke pās pahuṅchā dūṅgā. 9 Mere log daraḳhtoṅ ke tane Lubnān ke pahāṛī ilāqe se nīche sāhil tak lāeṅge jahāṅ ham un ke beṛe bāndh kar samundar par us jagah pahuṅchā deṅge jo āp muqarrar kareṅge. Wahāṅ ham tanoṅ ke rasse khol deṅge, aur āp unheṅ le jā sakeṅge. Muāwaze meṅ āp mujhe itnī ḳhurāk muhaiyā kareṅ ki mere darbār kī zarūriyāt pūrī ho jāeṅ.” 10 Chunāṅche Hīrām ne Sulemān ko deodār aur jūnīpar kī utnī lakaṛī muhaiyā kī jitnī use zarūrat thī. 11 Muāwaze meṅ Sulemān use sālānā taqrīban 32,50,000 kilogrām gandum aur taqrīban 4,40,000 liṭar zaitūn kā tel bhejtā rahā. 12 Is ke alāwā Sulemān aur Hīrām ne āpas meṅ sulah kā muāhadā kiyā. Yoṅ Rab ne Sulemān ko hikmat atā kī jis tarah us ne us se wādā kiyā thā. 13 13-14 Sulemān Bādshāh ne Lubnān meṅ yih kām karne ke lie Isrāīl meṅ se 30,000 ādmiyoṅ kī begār par bhartī kī. Us ne Adūnīrām ko un par muqarrar kiyā. Har māh wuh bārī bārī 10,000 afrād ko Lubnān meṅ bhejtā rahā. Yoṅ har mazdūr ek māh Lubnān meṅ aur do māh ghar meṅ rahtā. 15 Sulemān ne 80,000 ādmiyoṅ ko kānoṅ meṅ lagāyā tāki wuh patthar nikāleṅ. 70,000 afrād yih patthar Yarūshalam lāte the. 16 Un logoṅ par 3,300 nigarān muqarrar the. 17 Bādshāh ke hukm par wuh kānoṅ se behtarīn patthar ke baṛe baṛe ṭukṛe nikāl lāe aur unheṅ tarāsh kar Rab ke ghar kī buniyād ke lie taiyār kiyā. 18 Jabal ke kārīgaroṅ ne Sulemān aur Hīrām ke kārīgaroṅ kī madad kī. Unhoṅ ne mil kar patthar ke baṛe baṛe ṭukṛe aur lakaṛī ko tarāsh kar Rab ke ghar kī tāmīr ke lie taiyār kiyā.

In Other Versions

1 Kings 5 in the ANGEFD

1 Kings 5 in the ANTPNG2D

1 Kings 5 in the AS21

1 Kings 5 in the BAGH

1 Kings 5 in the BBPNG

1 Kings 5 in the BBT1E

1 Kings 5 in the BDS

1 Kings 5 in the BEV

1 Kings 5 in the BHAD

1 Kings 5 in the BIB

1 Kings 5 in the BLPT

1 Kings 5 in the BNT

1 Kings 5 in the BNTABOOT

1 Kings 5 in the BNTLV

1 Kings 5 in the BOATCB

1 Kings 5 in the BOATCB2

1 Kings 5 in the BOBCV

1 Kings 5 in the BOCNT

1 Kings 5 in the BOECS

1 Kings 5 in the BOGWICC

1 Kings 5 in the BOHCB

1 Kings 5 in the BOHCV

1 Kings 5 in the BOHLNT

1 Kings 5 in the BOHNTLTAL

1 Kings 5 in the BOICB

1 Kings 5 in the BOILNTAP

1 Kings 5 in the BOITCV

1 Kings 5 in the BOKCV

1 Kings 5 in the BOKCV2

1 Kings 5 in the BOKHWOG

1 Kings 5 in the BOKSSV

1 Kings 5 in the BOLCB

1 Kings 5 in the BOLCB2

1 Kings 5 in the BOMCV

1 Kings 5 in the BONAV

1 Kings 5 in the BONCB

1 Kings 5 in the BONLT

1 Kings 5 in the BONUT2

1 Kings 5 in the BOPLNT

1 Kings 5 in the BOSCB

1 Kings 5 in the BOSNC

1 Kings 5 in the BOTLNT

1 Kings 5 in the BOVCB

1 Kings 5 in the BOYCB

1 Kings 5 in the BPBB

1 Kings 5 in the BPH

1 Kings 5 in the BSB

1 Kings 5 in the CCB

1 Kings 5 in the CUV

1 Kings 5 in the CUVS

1 Kings 5 in the DBT

1 Kings 5 in the DGDNT

1 Kings 5 in the DHNT

1 Kings 5 in the DNT

1 Kings 5 in the ELBE

1 Kings 5 in the EMTV

1 Kings 5 in the ESV

1 Kings 5 in the FBV

1 Kings 5 in the FEB

1 Kings 5 in the GGMNT

1 Kings 5 in the GNT

1 Kings 5 in the HARY

1 Kings 5 in the HNT

1 Kings 5 in the IRVA

1 Kings 5 in the IRVB

1 Kings 5 in the IRVG

1 Kings 5 in the IRVH

1 Kings 5 in the IRVK

1 Kings 5 in the IRVM

1 Kings 5 in the IRVM2

1 Kings 5 in the IRVO

1 Kings 5 in the IRVP

1 Kings 5 in the IRVT

1 Kings 5 in the IRVT2

1 Kings 5 in the IRVU

1 Kings 5 in the ISVN

1 Kings 5 in the JSNT

1 Kings 5 in the KAPI

1 Kings 5 in the KBT1ETNIK

1 Kings 5 in the KBV

1 Kings 5 in the KJV

1 Kings 5 in the KNFD

1 Kings 5 in the LBA

1 Kings 5 in the LBLA

1 Kings 5 in the LNT

1 Kings 5 in the LSV

1 Kings 5 in the MAAL

1 Kings 5 in the MBV

1 Kings 5 in the MBV2

1 Kings 5 in the MHNT

1 Kings 5 in the MKNFD

1 Kings 5 in the MNG

1 Kings 5 in the MNT

1 Kings 5 in the MNT2

1 Kings 5 in the MRS1T

1 Kings 5 in the NAA

1 Kings 5 in the NASB

1 Kings 5 in the NBLA

1 Kings 5 in the NBS

1 Kings 5 in the NBVTP

1 Kings 5 in the NET2

1 Kings 5 in the NIV11

1 Kings 5 in the NNT

1 Kings 5 in the NNT2

1 Kings 5 in the NNT3

1 Kings 5 in the PDDPT

1 Kings 5 in the PFNT

1 Kings 5 in the RMNT

1 Kings 5 in the SBIAS

1 Kings 5 in the SBIBS

1 Kings 5 in the SBIBS2

1 Kings 5 in the SBICS

1 Kings 5 in the SBIDS

1 Kings 5 in the SBIGS

1 Kings 5 in the SBIHS

1 Kings 5 in the SBIIS

1 Kings 5 in the SBIIS2

1 Kings 5 in the SBIIS3

1 Kings 5 in the SBIKS

1 Kings 5 in the SBIKS2

1 Kings 5 in the SBIMS

1 Kings 5 in the SBIOS

1 Kings 5 in the SBIPS

1 Kings 5 in the SBISS

1 Kings 5 in the SBITS

1 Kings 5 in the SBITS2

1 Kings 5 in the SBITS3

1 Kings 5 in the SBITS4

1 Kings 5 in the SBIUS

1 Kings 5 in the SBIVS

1 Kings 5 in the SBT

1 Kings 5 in the SBT1E

1 Kings 5 in the SCHL

1 Kings 5 in the SNT

1 Kings 5 in the SUSU

1 Kings 5 in the SUSU2

1 Kings 5 in the SYNO

1 Kings 5 in the TBIAOTANT

1 Kings 5 in the TBT1E

1 Kings 5 in the TBT1E2

1 Kings 5 in the TFTIP

1 Kings 5 in the TFTU

1 Kings 5 in the TGNTATF3T

1 Kings 5 in the THAI

1 Kings 5 in the TNFD

1 Kings 5 in the TNT

1 Kings 5 in the TNTIK

1 Kings 5 in the TNTIL

1 Kings 5 in the TNTIN

1 Kings 5 in the TNTIP

1 Kings 5 in the TNTIZ

1 Kings 5 in the TOMA

1 Kings 5 in the TTENT

1 Kings 5 in the UBG

1 Kings 5 in the UGV

1 Kings 5 in the UGV2

1 Kings 5 in the VBL

1 Kings 5 in the VDCC

1 Kings 5 in the YALU

1 Kings 5 in the YAPE

1 Kings 5 in the YBVTP

1 Kings 5 in the ZBP