Joshua 13 (UGV3)

1 Jab Yashua būṛhā thā to Rab ne us se kahā, “Tū bahut būṛhā ho chukā hai, lekin abhī kāfī kuchh bāqī rah gayā hai jis par qabzā karne kī zarūrat hai. 2 2-3 Is meṅ Filistiyoṅ ke tamām ilāqe un ke shāhī shahroṅ Ġhazzā, Ashdūd, Askqalūn, Jāt aur Aqrūn samet shāmil haiṅ aur isī tarah Jasūr kā ilāqā jis kī junūbī sarhad Wādī-e-Saihūr hai jo Misr ke mashriq meṅ hai aur jis kī shimālī sarhad Aqrūn hai. Use bhī Mulk-e-Kanān kā hissā qarār diyā jātā hai. Awwiyoṅ kā ilāqā bhī 4 jo junūb meṅ hai ab tak Isrāīl ke qabze meṅ nahīṅ āyā. Yihī bāt shimāl par bhī sādiq ātī hai. Saidāniyoṅ ke shahr Ma'ārā se le kar Afīq Shahr aur Amoriyoṅ kī sarhad tak sab kuchh ab tak Isrāīl kī hukūmat se bāhar hai. 5 Is ke alāwā jabliyoṅ kā mulk aur mashriq meṅ pūrā Lubnān Harmūn Pahāṛ ke dāman meṅ Bāl-jad se le kar Labo-hamāt tak bāqī rah gayā hai. 6 Is meṅ un Saidāniyoṅ kā tamām ilāqā bhī shāmil hai jo Lubnān ke pahāṛoṅ aur Misrafāt-māym ke darmiyān ke pahāṛī ilāqe meṅ ābād haiṅ. Isrāīliyoṅ ke baṛhte baṛhte maiṅ ḳhud hī in logoṅ ko un ke sāmne se nikāl dūṅgā. Lekin lāzim hai ki tū qurā ḍāl kar yih pūrā mulk mere hukm ke mutābiq Isrāīliyoṅ meṅ taqsīm kare. 7 Use nau bāqī qabīloṅ aur Manassī ke ādhe qabīle ko wirāsat meṅ de de.” 8 Rab kā ḳhādim Mūsā Rūbin, Jad aur Manassī ke bāqī ādhe qabīle ko Dariyā-e-Yardan kā mashriqī ilāqā de chukā thā. 9 9-10 Yoṅ Hasbon ke Amorī bādshāh Sīhon ke tamām shahr un ke qabze meṅ ā gae the yānī junūbī Wādī-e-Arnon ke kināre par shahr Aroīr aur usī wādī ke bīch ke shahr se le kar shimāl meṅ Ammoniyoṅ kī sarhad tak. Dībon aur Mīdabā ke darmiyān kā maidān-e-murtafā bhī is meṅ shāmil thā 11 aur isī tarah Jiliyād, Jasūriyoṅ aur Mākātiyoṅ kā ilāqā, Harmūn kā pahāṛī ilāqā aur Salkā Shahr tak Basan kā sārā ilāqā bhī. 12 Pahle yih sārā ilāqā Basan ke bādshāh Oj ke qabze meṅ thā jis kī hukūmat ke markaz Astārāt aur Idraī the. Rafāiyoṅ ke dewqāmat qabīle se sirf Oj bāqī rah gayā thā. Mūsā kī rāhnumāī ke taht Isrāīliyoṅ ne us ilāqe par fatah pā kar tamām bāshindoṅ ko nikāl diyā thā. 13 Sirf Jasūrī aur Mākātī bāqī rah gae the, aur yih āj tak Isrāīliyoṅ ke darmiyān rahte haiṅ. 14 Sirf Lāwī ke qabīle ko koī zamīn na milī, kyoṅki un kā maurūsī hissā jalne wālī wuh qurbāniyāṅ haiṅ jo Rab Isrāīl ke Ḳhudā ke lie chaṛhāī jātī haiṅ. Rab ne yihī kuchh Mūsā ko batāyā thā. 15 Mūsā ne Rūbin ke qabīle ko us ke kunboṅ ke mutābiq zail kā ilāqā diyā. 16 Wādī-e-Arnon ke kināre par shahr Aroīr aur usī wādī ke bīch ke shahr se le kar Mīdabā 17 aur Hasbon tak. Wahāṅ ke maidān-e-murtafā par wāqe tamām shahr bhī Rūbin ke sapurd kie gae yānī Dībon, Bāmāt-bāl, Bait-bāl-maūn, 18 Yahaz, Qadīmāt, Mifāt, 19 Qiriyatāym, Sibmāh, Zirat-us-sahar jo Bahīrā-e-Murdār ke mashriq meṅ wāqe pahāṛī ilāqe meṅ hai, 20 Bait-faġhūr, Pisgā ke pahāṛī silsile par maujūd ābādiyāṅ aur Bait-yasīmot. 21 Maidān-e-murtafā ke tamām shahr Rūbin ke qabīle ko die gae yānī Amoriyoṅ ke bādshāh Sīhon kī pūrī bādshāhī jis kā dārul-hukūmat Hasbon Shahr thā. Mūsā ne Sīhon ko mār ḍālā thā aur us ke sāth pāṅch Midiyānī ra'īsoṅ ko bhī jinheṅ Sīhon ne apne mulk meṅ muqarrar kiyā thā. In ra'īsoṅ ke nām Iwī, Raqam, Sūr, Hūr aur Rabā the. 22 Jin logoṅ ko us waqt mārā gayā un meṅ se Bilām bin Baor bhī thā jo ġhaibdān thā. 23 Rūbin ke qabīle kī maġhribī sarhad Dariyā-e-Yardan thī. Yihī shahr aur ābādiyāṅ Rūbin ke qabīle ko us ke kunboṅ ke mutābiq dī gaīṅ, aur wuh us kī mīrās ṭhahrīṅ. 24 Mūsā ne Jad ke qabīle ko us ke kunboṅ ke mutābiq zail kā ilāqā diyā. 25 Yāzer kā ilāqā, Jiliyād ke tamām shahr, Ammoniyoṅ kā ādhā hissā Rabbā ke qarīb shahr Aroīr tak 26 26-27 aur Hasbon ke bādshāh Sīhon kī bādshāhī kā bāqī shimālī hissā yānī Hasbon, Rāmatul-Misfāh aur Batūnīm ke darmiyān kā ilāqā aur Mahanāym aur Dabīr ke darmiyān kā ilāqā. Is ke alāwā Jad ko Wādī-e-Yardan kā wuh mashriqī hissā bhī mil gayā jo Bait-hāram, Bait-nimrā, Sukkāt aur Safon par mushtamil thā. Yoṅ us kī shimālī sarhad Kinnarat yānī Galīl kī Jhīl kā junūbī kinārā thā. 28 Yihī shahr aur ābādiyāṅ Jad ke qabīle ko us ke kunboṅ ke mutābiq dī gaīṅ, aur wuh us kī mīrās ṭhahrīṅ. 29 Jo ilāqā Mūsā ne Manassī ke ādhe hisse ko us ke kunboṅ ke mutābiq diyā thā 30 wuh Mahanāym se le kar shimāl meṅ Oj Bādshāh kī tamām bādshāhī par mushtamil thā. Us meṅ Mulk-e-Basan aur wuh 60 ābādiyāṅ shāmil thīṅ jin par Yāīr ne fatah pāī thī. 31 Jiliyād kā ādhā hissā Oj kī hukūmat ke do marākiz Astārāt aur Idraī samet Makīr bin Manassī kī aulād ko us ke kunboṅ ke mutābiq diyā gayā. 32 Mūsā ne in maurūsī zamīnoṅ kī taqsīm us waqt kī thī jab wuh Dariyā-e-Yardan ke mashriq meṅ Moāb ke maidānī ilāqe meṅ Yarīhū Shahr ke muqābil thā. 33 Lekin Lāwī ko Mūsā se koī maurūsī zamīn nahīṅ milī thī, kyoṅki Rab Isrāīl kā Ḳhudā un kā maurūsī hissā hai jis tarah us ne un se wādā kiyā thā.

In Other Versions

Joshua 13 in the ANGEFD

Joshua 13 in the ANTPNG2D

Joshua 13 in the AS21

Joshua 13 in the BAGH

Joshua 13 in the BBPNG

Joshua 13 in the BBT1E

Joshua 13 in the BDS

Joshua 13 in the BEV

Joshua 13 in the BHAD

Joshua 13 in the BIB

Joshua 13 in the BLPT

Joshua 13 in the BNT

Joshua 13 in the BNTABOOT

Joshua 13 in the BNTLV

Joshua 13 in the BOATCB

Joshua 13 in the BOATCB2

Joshua 13 in the BOBCV

Joshua 13 in the BOCNT

Joshua 13 in the BOECS

Joshua 13 in the BOGWICC

Joshua 13 in the BOHCB

Joshua 13 in the BOHCV

Joshua 13 in the BOHLNT

Joshua 13 in the BOHNTLTAL

Joshua 13 in the BOICB

Joshua 13 in the BOILNTAP

Joshua 13 in the BOITCV

Joshua 13 in the BOKCV

Joshua 13 in the BOKCV2

Joshua 13 in the BOKHWOG

Joshua 13 in the BOKSSV

Joshua 13 in the BOLCB

Joshua 13 in the BOLCB2

Joshua 13 in the BOMCV

Joshua 13 in the BONAV

Joshua 13 in the BONCB

Joshua 13 in the BONLT

Joshua 13 in the BONUT2

Joshua 13 in the BOPLNT

Joshua 13 in the BOSCB

Joshua 13 in the BOSNC

Joshua 13 in the BOTLNT

Joshua 13 in the BOVCB

Joshua 13 in the BOYCB

Joshua 13 in the BPBB

Joshua 13 in the BPH

Joshua 13 in the BSB

Joshua 13 in the CCB

Joshua 13 in the CUV

Joshua 13 in the CUVS

Joshua 13 in the DBT

Joshua 13 in the DGDNT

Joshua 13 in the DHNT

Joshua 13 in the DNT

Joshua 13 in the ELBE

Joshua 13 in the EMTV

Joshua 13 in the ESV

Joshua 13 in the FBV

Joshua 13 in the FEB

Joshua 13 in the GGMNT

Joshua 13 in the GNT

Joshua 13 in the HARY

Joshua 13 in the HNT

Joshua 13 in the IRVA

Joshua 13 in the IRVB

Joshua 13 in the IRVG

Joshua 13 in the IRVH

Joshua 13 in the IRVK

Joshua 13 in the IRVM

Joshua 13 in the IRVM2

Joshua 13 in the IRVO

Joshua 13 in the IRVP

Joshua 13 in the IRVT

Joshua 13 in the IRVT2

Joshua 13 in the IRVU

Joshua 13 in the ISVN

Joshua 13 in the JSNT

Joshua 13 in the KAPI

Joshua 13 in the KBT1ETNIK

Joshua 13 in the KBV

Joshua 13 in the KJV

Joshua 13 in the KNFD

Joshua 13 in the LBA

Joshua 13 in the LBLA

Joshua 13 in the LNT

Joshua 13 in the LSV

Joshua 13 in the MAAL

Joshua 13 in the MBV

Joshua 13 in the MBV2

Joshua 13 in the MHNT

Joshua 13 in the MKNFD

Joshua 13 in the MNG

Joshua 13 in the MNT

Joshua 13 in the MNT2

Joshua 13 in the MRS1T

Joshua 13 in the NAA

Joshua 13 in the NASB

Joshua 13 in the NBLA

Joshua 13 in the NBS

Joshua 13 in the NBVTP

Joshua 13 in the NET2

Joshua 13 in the NIV11

Joshua 13 in the NNT

Joshua 13 in the NNT2

Joshua 13 in the NNT3

Joshua 13 in the PDDPT

Joshua 13 in the PFNT

Joshua 13 in the RMNT

Joshua 13 in the SBIAS

Joshua 13 in the SBIBS

Joshua 13 in the SBIBS2

Joshua 13 in the SBICS

Joshua 13 in the SBIDS

Joshua 13 in the SBIGS

Joshua 13 in the SBIHS

Joshua 13 in the SBIIS

Joshua 13 in the SBIIS2

Joshua 13 in the SBIIS3

Joshua 13 in the SBIKS

Joshua 13 in the SBIKS2

Joshua 13 in the SBIMS

Joshua 13 in the SBIOS

Joshua 13 in the SBIPS

Joshua 13 in the SBISS

Joshua 13 in the SBITS

Joshua 13 in the SBITS2

Joshua 13 in the SBITS3

Joshua 13 in the SBITS4

Joshua 13 in the SBIUS

Joshua 13 in the SBIVS

Joshua 13 in the SBT

Joshua 13 in the SBT1E

Joshua 13 in the SCHL

Joshua 13 in the SNT

Joshua 13 in the SUSU

Joshua 13 in the SUSU2

Joshua 13 in the SYNO

Joshua 13 in the TBIAOTANT

Joshua 13 in the TBT1E

Joshua 13 in the TBT1E2

Joshua 13 in the TFTIP

Joshua 13 in the TFTU

Joshua 13 in the TGNTATF3T

Joshua 13 in the THAI

Joshua 13 in the TNFD

Joshua 13 in the TNT

Joshua 13 in the TNTIK

Joshua 13 in the TNTIL

Joshua 13 in the TNTIN

Joshua 13 in the TNTIP

Joshua 13 in the TNTIZ

Joshua 13 in the TOMA

Joshua 13 in the TTENT

Joshua 13 in the UBG

Joshua 13 in the UGV

Joshua 13 in the UGV2

Joshua 13 in the VBL

Joshua 13 in the VDCC

Joshua 13 in the YALU

Joshua 13 in the YAPE

Joshua 13 in the YBVTP

Joshua 13 in the ZBP