Joshua 19 (UGV3)

1 Jab qurā ḍālā gayā to Shamāūn ke qabīle aur us ke kunboṅ ko dūsrā hissā mil gayā. Us kī zamīn Yahūdāh ke qabīle ke ilāqe ke darmiyān thī. 2 Use yih shahr mil gae: Bair-sabā (Sabā), Molādā, 3 Hasār-suāl, Bālā, Azam, 4 Iltolad, Batūl, Hurmā, 5 Siqlāj, Bait-markabot, Hasār-sūsā, 6 Bait-labāot aur Sārūhan. In shahroṅ kī tādād 13 thī. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ. 7 In ke alāwā yih chār shahr bhī Shamāūn ke the: Ain, Rimmon, Itar aur Asan. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ us ke sāth ginī jātī thīṅ. 8 In shahroṅ ke gird-o-nawāh kī tamām ābādiyāṅ Bālāt-bair yānī Najab ke Rāmā tak un ke sāth ginī jātī thīṅ. Yih thī Shamāūn aur us ke kunboṅ kī milkiyat. 9 Yih jagheṅ is lie Yahūdāh ke qabīle ke ilāqe se lī gaīṅ ki Yahūdāh kā ilāqā us ke lie bahut zyādā thā. Yihī wajah hai ki Shamāūn kā ilāqā Yahūdāh ke bīch meṅ hai. 10 10-12 Jab qurā ḍālā gayā to Zabūlūn ke qabīle aur us ke kunboṅ ko tīsrā hissā mil gayā. Us kī junūbī sarhad Yuqniyām kī nadī se shurū huī aur phir mashriq kī taraf dabāsat, Mar'alā aur Sārīd se ho kar Kislot-tabūr ke ilāqe tak pahuṅchī. Is ke bād wuh muṛ kar mashriqī sarhad ke taur par Dābarat ke pās āī aur chaṛhtī chaṛhtī Yafīa pahuṅchī. 13 Wahāṅ se wuh mazīd mashriq kī taraf baṛhtī huī Jāt-hifar, Et-qāzīn aur Rimmon se ho kar Neā ke pās āī. 14 Zabūlūn kī shimālī aur maġhribī sarhad Hannāton meṅ se guzartī guzartī Wādī-e-Iftāhel par ḳhatm huī. 15 Bārah shahr un ke gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet Zabūlūn kī milkiyat meṅ āe jin meṅ Qattāt, Nahlāl, Simron, Idālā aur Bait-laham shāmil the. 16 Zabūlūn ke qabīle ko yihī kuchh us ke kunboṅ ke mutābiq mil gayā. 17 Jab qurā ḍālā gayā to Ishkār ke qabīle aur us ke kunboṅ ko chauthā hissā mil gayā. 18 Us kā ilāqā Yazrael se le kar shimāl kī taraf phail gayā. Yih shahr us meṅ shāmil the: Kasūlot, Shūnīm, 19 Hafāraim, Shiyūn, Anāḳharat, 20 Rabbīt, Qisiyon, Ibaz, 21 Raimat, Ain-jannīm, Ain-haddā aur Bait-fassīs. 22 Shimāl meṅ yih sarhad Tabūr Pahāṛ se shurū huī aur shaḳhsūmā aur Bait-shams se ho kar Dariyā-e-Yardan tak utar āī. 16 shahr un ke gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet Ishkār kī milkiyat meṅ āe. 23 Use yih pūrā ilāqā us ke kunboṅ ke mutābiq mil gayā. 24 Jab qurā ḍālā gayā to Āshar ke qabīle aur us ke kunboṅ ko pāṅchwāṅ hissā mil gayā. 25 Us ke ilāqe meṅ yih shahr shāmil the: Ḳhilqat, Halī, Batan, Akshāf, 26 Alammalik, Am'ād aur Misāl. Us kī sarhad samundar ke sāth sāth chaltī huī Karmil ke pahāṛī silsile ke dāman meṅ se guzarī aur utartī utartī Saihūr-libnāt tak pahuṅchī. 27 Wahāṅ wuh mashriq meṅ Bait-dajūn kī taraf muṛ kar Zabūlūn ke ilāqe tak pahuṅchī aur us kī maġhribī sarhad ke sāth chaltī chaltī shimāl meṅ Wādī-e-Iftāhel tak pahuṅchī. Āge baṛhtī huī wuh Bait-imaq aur Na'iyel se ho kar shimāl kī taraf muṛī jahāṅ kābūl thā. 28 Phir wuh Ibrūn, Rahob, Hammūn aur Qānā se ho kar baṛe shahr Saidā tak pahuṅchī. 29 Is ke bād Āshar kī sarhad Rāmā kī taraf muṛ kar fasīldār shahr Sūr ke pās āī. Wahāṅ wuh Hūsā kī taraf muṛī aur chaltī chaltī Akzīb ke qarīb samundar par ḳhatm huī. 30 22 shahr un ke gird-o-nawāh kī ābādiyoṅ samet Āshar kī milkiyat meṅ āe. In meṅ Ummā, Afīq aur Rahob shāmil the. 31 Āshar ko us ke kunboṅ ke mutābiq yihī kuchh milā. 32 Jab qurā ḍālā gayā to Naftālī ke qabīle aur us ke kunboṅ ko chhaṭā hissā mil gayā. 33 33-34 Junūb meṅ us kī sarhad Dariyā-e-Yardan par Laqqūm se shurū huī aur maġhrib kī taraf chaltī chaltī Yabniyel, Adāmī-naqb, Ailon-zānanīm aur Halaf se ho kar Aznūt-tabūr tak pahuṅchī. Wahāṅ se wuh maġhribī sarhad kī haisiyat se Huqqoq ke pās āī. Naftālī kī junūbī sarhad Zabūlūn kī shimālī sarhad aur maġhrib meṅ Āshar kī mashriqī sarhad thī. Dariyā-e-Yardan aur Yahūdāh us kī mashriqī sarhad thī. 35 Zail ke fasīldār shahr Naftālī kī milkiyat meṅ āe: Saddīm, Sair, Hammat, Raqqat, Kinnarat, 36 Adāmā, Rāmā, Hasūr, 37 Qādis, Idraī, Ain-hasūr, 38 Irūn, Mijdalel, Hurīm, Bait-anāt aur Bait-shams. Aise 19 shahr the. Har shahr ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ bhī us ke sāth ginī jātī thīṅ. 39 Naftālī ko yihī kuchh us ke kunboṅ ke mutābiq milā. 40 Jab qurā ḍālā gayā to Dān ke qabīle aur us ke kunboṅ ko sātwāṅ hissā milā. 41 Us ke ilāqe meṅ yih shahr shāmil the: Sur'ā, Istāl, Īr-shams, 42 Sha'ālabbīn, Aiyālon, Itlā, 43 Ailon, Timnat, Aqrūn, 44 Iltaqih, Jibbatūn, Bālāt, 45 Yahūd, Banī-barq, Jāt-rimmon, 46 Me-yarqūn aur Raqqūn us ilāqe samet jo Yāfā ke muqābil hai. 47 Afsos, Dān kā qabīlā apne is ilāqe par qabzā karne meṅ kāmyāb na huā, is lie us ke mardoṅ ne Lasham Shahr par hamlā karke us par fatah pāī aur us ke bāshindoṅ ko talwār se mār ḍālā. Phir wuh ḳhud wahāṅ ābād hue. Us waqt Lasham Shahr kā nām Dān meṅ tabdīl huā. (Dān un ke qabīle kā bāp thā.) 48 Lekin Yashua ke zamāne meṅ Dān ke qabīle ko us ke kunboṅ ke mutābiq mazkūrā tamām shahr aur un ke gird-o-nawāh kī ābādiyāṅ mil gaīṅ. 49 Pūre mulk ko taqsīm karne ke bād Isrāīliyoṅ ne Yashua bin Nūn ko bhī apne darmiyān kuchh maurūsī zamīn de dī. 50 Rab ke hukm par unhoṅ ne use Ifrāīm kā shahr Timnat-sirah de diyā. Yashua ne ḳhud is kī darḳhāst kī thī. Wahāṅ jā kar us ne shahr ko az sar-e-nau tāmīr kiyā aur us meṅ ābād huā. 51 Ġharz yih wuh tamām zamīneṅ haiṅ jo Iliyazar Imām, Yashua bin Nūn aur qabīloṅ ke ābāī gharānoṅ ke sarbarāhoṅ ne Sailā meṅ mulāqāt ke ḳhaime ke darwāze par qurā ḍāl kar taqsīm kī thīṅ. Yoṅ taqsīm karne kā yih kām mukammal huā.

In Other Versions

Joshua 19 in the ANGEFD

Joshua 19 in the ANTPNG2D

Joshua 19 in the AS21

Joshua 19 in the BAGH

Joshua 19 in the BBPNG

Joshua 19 in the BBT1E

Joshua 19 in the BDS

Joshua 19 in the BEV

Joshua 19 in the BHAD

Joshua 19 in the BIB

Joshua 19 in the BLPT

Joshua 19 in the BNT

Joshua 19 in the BNTABOOT

Joshua 19 in the BNTLV

Joshua 19 in the BOATCB

Joshua 19 in the BOATCB2

Joshua 19 in the BOBCV

Joshua 19 in the BOCNT

Joshua 19 in the BOECS

Joshua 19 in the BOGWICC

Joshua 19 in the BOHCB

Joshua 19 in the BOHCV

Joshua 19 in the BOHLNT

Joshua 19 in the BOHNTLTAL

Joshua 19 in the BOICB

Joshua 19 in the BOILNTAP

Joshua 19 in the BOITCV

Joshua 19 in the BOKCV

Joshua 19 in the BOKCV2

Joshua 19 in the BOKHWOG

Joshua 19 in the BOKSSV

Joshua 19 in the BOLCB

Joshua 19 in the BOLCB2

Joshua 19 in the BOMCV

Joshua 19 in the BONAV

Joshua 19 in the BONCB

Joshua 19 in the BONLT

Joshua 19 in the BONUT2

Joshua 19 in the BOPLNT

Joshua 19 in the BOSCB

Joshua 19 in the BOSNC

Joshua 19 in the BOTLNT

Joshua 19 in the BOVCB

Joshua 19 in the BOYCB

Joshua 19 in the BPBB

Joshua 19 in the BPH

Joshua 19 in the BSB

Joshua 19 in the CCB

Joshua 19 in the CUV

Joshua 19 in the CUVS

Joshua 19 in the DBT

Joshua 19 in the DGDNT

Joshua 19 in the DHNT

Joshua 19 in the DNT

Joshua 19 in the ELBE

Joshua 19 in the EMTV

Joshua 19 in the ESV

Joshua 19 in the FBV

Joshua 19 in the FEB

Joshua 19 in the GGMNT

Joshua 19 in the GNT

Joshua 19 in the HARY

Joshua 19 in the HNT

Joshua 19 in the IRVA

Joshua 19 in the IRVB

Joshua 19 in the IRVG

Joshua 19 in the IRVH

Joshua 19 in the IRVK

Joshua 19 in the IRVM

Joshua 19 in the IRVM2

Joshua 19 in the IRVO

Joshua 19 in the IRVP

Joshua 19 in the IRVT

Joshua 19 in the IRVT2

Joshua 19 in the IRVU

Joshua 19 in the ISVN

Joshua 19 in the JSNT

Joshua 19 in the KAPI

Joshua 19 in the KBT1ETNIK

Joshua 19 in the KBV

Joshua 19 in the KJV

Joshua 19 in the KNFD

Joshua 19 in the LBA

Joshua 19 in the LBLA

Joshua 19 in the LNT

Joshua 19 in the LSV

Joshua 19 in the MAAL

Joshua 19 in the MBV

Joshua 19 in the MBV2

Joshua 19 in the MHNT

Joshua 19 in the MKNFD

Joshua 19 in the MNG

Joshua 19 in the MNT

Joshua 19 in the MNT2

Joshua 19 in the MRS1T

Joshua 19 in the NAA

Joshua 19 in the NASB

Joshua 19 in the NBLA

Joshua 19 in the NBS

Joshua 19 in the NBVTP

Joshua 19 in the NET2

Joshua 19 in the NIV11

Joshua 19 in the NNT

Joshua 19 in the NNT2

Joshua 19 in the NNT3

Joshua 19 in the PDDPT

Joshua 19 in the PFNT

Joshua 19 in the RMNT

Joshua 19 in the SBIAS

Joshua 19 in the SBIBS

Joshua 19 in the SBIBS2

Joshua 19 in the SBICS

Joshua 19 in the SBIDS

Joshua 19 in the SBIGS

Joshua 19 in the SBIHS

Joshua 19 in the SBIIS

Joshua 19 in the SBIIS2

Joshua 19 in the SBIIS3

Joshua 19 in the SBIKS

Joshua 19 in the SBIKS2

Joshua 19 in the SBIMS

Joshua 19 in the SBIOS

Joshua 19 in the SBIPS

Joshua 19 in the SBISS

Joshua 19 in the SBITS

Joshua 19 in the SBITS2

Joshua 19 in the SBITS3

Joshua 19 in the SBITS4

Joshua 19 in the SBIUS

Joshua 19 in the SBIVS

Joshua 19 in the SBT

Joshua 19 in the SBT1E

Joshua 19 in the SCHL

Joshua 19 in the SNT

Joshua 19 in the SUSU

Joshua 19 in the SUSU2

Joshua 19 in the SYNO

Joshua 19 in the TBIAOTANT

Joshua 19 in the TBT1E

Joshua 19 in the TBT1E2

Joshua 19 in the TFTIP

Joshua 19 in the TFTU

Joshua 19 in the TGNTATF3T

Joshua 19 in the THAI

Joshua 19 in the TNFD

Joshua 19 in the TNT

Joshua 19 in the TNTIK

Joshua 19 in the TNTIL

Joshua 19 in the TNTIN

Joshua 19 in the TNTIP

Joshua 19 in the TNTIZ

Joshua 19 in the TOMA

Joshua 19 in the TTENT

Joshua 19 in the UBG

Joshua 19 in the UGV

Joshua 19 in the UGV2

Joshua 19 in the VBL

Joshua 19 in the VDCC

Joshua 19 in the YALU

Joshua 19 in the YAPE

Joshua 19 in the YBVTP

Joshua 19 in the ZBP