Numbers 2 (UGV3)
1 Rab ne Mūsā aur Hārūn se kahā 2 ki Isrāīlī apne ḳhaime kuchh fāsile par mulāqāt ke ḳhaime ke irdgird lagāeṅ. Har ek apne apne alam aur apne apne ābāī gharāne ke nishān ke sāth ḳhaimāzan ho. 3 In hidāyāt ke mutābiq maqdis ke mashriq meṅ Yahūdāh kā alam thā jis ke irdgird tīn daste ḳhaimāzan the. Pahle, Yahūdāh kā qabīlā jis kā kamānḍar Nahson bin Ammīnadāb thā, 4 aur jis ke lashkar ke 74,600 faujī the. 5 Dūsre, Ishkār kā qabīlā jis kā kamānḍar Nataniyel bin Zuġhar thā, 6 aur jis ke lashkar ke 54,400 faujī the. 7 Tīsre, Zabūlūn kā qabīlā jis kā kamānḍar Iliyāb bin Helon thā 8 aur jis ke lashkar ke 57,400 faujī the. 9 Tīnoṅ qabīloṅ ke faujiyoṅ kī kul tādād 1,86,400 thī. Rawānā hote waqt yih āge chalte the. 10 Maqdis ke junūb meṅ Rūbin kā alam thā jis ke irdgird tīn daste ḳhaimāzan the. Pahle, Rūbin kā qabīlā jis kā kamānḍar Ilīsūr bin Shadiyūr thā, 11 aur jis ke 46,500 faujī the. 12 Dūsre, Shamāūn kā qabīlā jis kā kamānḍar Salūmiyel bin Sūrīshaddī thā, 13 aur jis ke 59,300 faujī the. 14 Tīsre, Jad kā qabīlā jis kā kamānḍar Iliyāsaf bin Daūel thā, 15 aur jis ke 45,650 faujī the. 16 Tīnoṅ qabīloṅ ke faujiyoṅ kī kul tādād 1,51,450 thī. Rawānā hote waqt yih mashriqī qabīloṅ ke pīchhe chalte the. 17 In junūbī qabīloṅ ke bād Lāwī mulāqāt kā ḳhaimā uṭhā kar qabīloṅ ke ain bīch meṅ chalte the. Qabīle us tartīb se rawānā hote the jis tartīb se wuh apne ḳhaime lagāte the. Har qabīlā apne alam ke pīchhe chaltā thā. 18 Maqdis ke maġhrib meṅ Ifrāīm kā alam thā jis ke irdgird tīn daste ḳhaimāzan the. Pahle, Ifrāīm kā qabīlā jis kā kamānḍar Ilīsamā bin Ammīhūd thā, 19 aur jis ke 40,500 faujī the. 20 Dūsre, Manassī kā qabīlā jis kā kamānḍar Jamliyel bin Fadāhsūr thā, 21 aur jis ke 32,200 faujī the. 22 Tīsre, Binyamīn kā qabīlā jis kā kamānḍar Abidān bin Jidāūnī thā, 23 aur jis ke 35,400 faujī the. 24 Tīnoṅ qabīloṅ ke faujiyoṅ kī kul tādād 1,08,100 thī. Rawānā hote waqt yih junūbī qabīloṅ ke pīchhe chalte the. 25 Maqdis ke shimāl meṅ Dān kā alam thā jis ke irdgird tīn daste ḳhaimāzan the. Pahle, Dān kā qabīlā jis kā kamānḍar Aḳhiyazar bin Ammīshaddī thā, 26 aur jis ke 62,700 faujī the. 27 Dūsre, Āshar kā qabīlā jis kā kamānḍar Fajiyel bin Akrān thā, 28 aur jis ke 41,500 faujī the. 29 Tīsre, Naftālī kā qabīlā jis kā kamānḍar Aḳhīrā bin Enān thā, 30 aur jis ke 53,400 faujī the. 31 Tīnoṅ qabīloṅ kī kul tādād 1,57,600 thī. Wuh āḳhir meṅ apnā alam uṭhā kar rawānā hote the. 32 Pūrī ḳhaimāgāh ke faujiyoṅ kī kul tādād 6,03,550 thī. 33 Sirf Lāwī is tādād meṅ shāmil nahīṅ the, kyoṅki Rab ne Mūsā ko hukm diyā thā ki un kī bhartī na kī jāe. 34 Yoṅ Isrāīliyoṅ ne sab kuchh un hidāyāt ke mutābiq kiyā jo Rab ne Mūsā ko dī thīṅ. Un ke mutābiq hī wuh apne jhanḍoṅ ke irdgird apne ḳhaime lagāte the aur un ke mutābiq hī apne kunboṅ aur ābāī gharānoṅ ke sāth rawānā hote the.
In Other Versions
Numbers 2 in the ANGEFD
Numbers 2 in the ANTPNG2D
Numbers 2 in the AS21
Numbers 2 in the BAGH
Numbers 2 in the BBPNG
Numbers 2 in the BBT1E
Numbers 2 in the BDS
Numbers 2 in the BEV
Numbers 2 in the BHAD
Numbers 2 in the BIB
Numbers 2 in the BLPT
Numbers 2 in the BNT
Numbers 2 in the BNTABOOT
Numbers 2 in the BNTLV
Numbers 2 in the BOATCB
Numbers 2 in the BOATCB2
Numbers 2 in the BOBCV
Numbers 2 in the BOCNT
Numbers 2 in the BOECS
Numbers 2 in the BOGWICC
Numbers 2 in the BOHCB
Numbers 2 in the BOHCV
Numbers 2 in the BOHLNT
Numbers 2 in the BOHNTLTAL
Numbers 2 in the BOICB
Numbers 2 in the BOILNTAP
Numbers 2 in the BOITCV
Numbers 2 in the BOKCV
Numbers 2 in the BOKCV2
Numbers 2 in the BOKHWOG
Numbers 2 in the BOKSSV
Numbers 2 in the BOLCB
Numbers 2 in the BOLCB2
Numbers 2 in the BOMCV
Numbers 2 in the BONAV
Numbers 2 in the BONCB
Numbers 2 in the BONLT
Numbers 2 in the BONUT2
Numbers 2 in the BOPLNT
Numbers 2 in the BOSCB
Numbers 2 in the BOSNC
Numbers 2 in the BOTLNT
Numbers 2 in the BOVCB
Numbers 2 in the BOYCB
Numbers 2 in the BPBB
Numbers 2 in the BPH
Numbers 2 in the BSB
Numbers 2 in the CCB
Numbers 2 in the CUV
Numbers 2 in the CUVS
Numbers 2 in the DBT
Numbers 2 in the DGDNT
Numbers 2 in the DHNT
Numbers 2 in the DNT
Numbers 2 in the ELBE
Numbers 2 in the EMTV
Numbers 2 in the ESV
Numbers 2 in the FBV
Numbers 2 in the FEB
Numbers 2 in the GGMNT
Numbers 2 in the GNT
Numbers 2 in the HARY
Numbers 2 in the HNT
Numbers 2 in the IRVA
Numbers 2 in the IRVB
Numbers 2 in the IRVG
Numbers 2 in the IRVH
Numbers 2 in the IRVK
Numbers 2 in the IRVM
Numbers 2 in the IRVM2
Numbers 2 in the IRVO
Numbers 2 in the IRVP
Numbers 2 in the IRVT
Numbers 2 in the IRVT2
Numbers 2 in the IRVU
Numbers 2 in the ISVN
Numbers 2 in the JSNT
Numbers 2 in the KAPI
Numbers 2 in the KBT1ETNIK
Numbers 2 in the KBV
Numbers 2 in the KJV
Numbers 2 in the KNFD
Numbers 2 in the LBA
Numbers 2 in the LBLA
Numbers 2 in the LNT
Numbers 2 in the LSV
Numbers 2 in the MAAL
Numbers 2 in the MBV
Numbers 2 in the MBV2
Numbers 2 in the MHNT
Numbers 2 in the MKNFD
Numbers 2 in the MNG
Numbers 2 in the MNT
Numbers 2 in the MNT2
Numbers 2 in the MRS1T
Numbers 2 in the NAA
Numbers 2 in the NASB
Numbers 2 in the NBLA
Numbers 2 in the NBS
Numbers 2 in the NBVTP
Numbers 2 in the NET2
Numbers 2 in the NIV11
Numbers 2 in the NNT
Numbers 2 in the NNT2
Numbers 2 in the NNT3
Numbers 2 in the PDDPT
Numbers 2 in the PFNT
Numbers 2 in the RMNT
Numbers 2 in the SBIAS
Numbers 2 in the SBIBS
Numbers 2 in the SBIBS2
Numbers 2 in the SBICS
Numbers 2 in the SBIDS
Numbers 2 in the SBIGS
Numbers 2 in the SBIHS
Numbers 2 in the SBIIS
Numbers 2 in the SBIIS2
Numbers 2 in the SBIIS3
Numbers 2 in the SBIKS
Numbers 2 in the SBIKS2
Numbers 2 in the SBIMS
Numbers 2 in the SBIOS
Numbers 2 in the SBIPS
Numbers 2 in the SBISS
Numbers 2 in the SBITS
Numbers 2 in the SBITS2
Numbers 2 in the SBITS3
Numbers 2 in the SBITS4
Numbers 2 in the SBIUS
Numbers 2 in the SBIVS
Numbers 2 in the SBT
Numbers 2 in the SBT1E
Numbers 2 in the SCHL
Numbers 2 in the SNT
Numbers 2 in the SUSU
Numbers 2 in the SUSU2
Numbers 2 in the SYNO
Numbers 2 in the TBIAOTANT
Numbers 2 in the TBT1E
Numbers 2 in the TBT1E2
Numbers 2 in the TFTIP
Numbers 2 in the TFTU
Numbers 2 in the TGNTATF3T
Numbers 2 in the THAI
Numbers 2 in the TNFD
Numbers 2 in the TNT
Numbers 2 in the TNTIK
Numbers 2 in the TNTIL
Numbers 2 in the TNTIN
Numbers 2 in the TNTIP
Numbers 2 in the TNTIZ
Numbers 2 in the TOMA
Numbers 2 in the TTENT
Numbers 2 in the UBG
Numbers 2 in the UGV
Numbers 2 in the UGV2
Numbers 2 in the VBL
Numbers 2 in the VDCC
Numbers 2 in the YALU
Numbers 2 in the YAPE
Numbers 2 in the YBVTP
Numbers 2 in the ZBP