3 John 1 (UGV3)

1 Yih ḳhat buzurg Yūhannā kī taraf se hai.Maiṅ apne azīz Gayus ko likh rahā hūṅ jise maiṅ sachchāī se pyār kartā hūṅ. 2 Mere azīz, merī duā hai ki āp kā hāl har tarah se ṭhīk ho aur āp jismānī taur par utne hī tandurust hoṅ jitne āp ruhānī lihāz se haiṅ. 3 Kyoṅki maiṅ nihāyat ḳhush huā jab bhāiyoṅ ne ā kar gawāhī dī ki āp kis tarah sachchāī ke mutābiq zindagī guzārte haiṅ. Aur yaqīnan āp hameshā sachchāī ke mutābiq zindagī guzārte haiṅ. 4 Jab maiṅ suntā hūṅ ki mere bachche sachchāī ke mutābiq zindagī guzār rahe haiṅ to yih mere lie sab se zyādā ḳhushī kā bāis hotā hai. 5 Mere azīz, jo kuchh āp bhāiyoṅ ke lie kar rahe haiṅ us meṅ āp wafādārī dikhā rahe haiṅ, hālāṅki wuh āp ke jānane wāle nahīṅ haiṅ. 6 Unhoṅ ne Ḳhudā kī jamāt ke sāmne hī āp kī muhabbat kī gawāhī dī hai. Mehrbānī karke un kī safr ke lie yoṅ madad kareṅ ki Allāh ḳhush ho. 7 Kyoṅki wuh Masīh ke nām kī ḳhātir safr ke lie nikle haiṅ aur ġhairīmāndāroṅ se madad nahīṅ lete. 8 Chunāṅche yih hamārā farz hai ki ham aise logoṅ kī mehmān-nawāzī kareṅ, kyoṅki yoṅ ham bhī sachchāī ke hamḳhidmat ban jāte haiṅ. 9 Maiṅ ne to jamāt ko kuchh likh diyā thā, lekin Diyutrifes jo un meṅ awwal hone kī ḳhāhish rakhtā hai hameṅ qabūl nahīṅ kartā. 10 Chunāṅche maiṅ jab āūṅgā to use un burī harkatoṅ kī yād dilāūṅgā jo wuh kar rahā hai, kyoṅki wuh hamāre ḳhilāf burī bāteṅ bak rahā hai. Aur na sirf yih balki wuh bhāiyoṅ ko ḳhushāmdīd kahne se bhī inkār kartā hai. Jab dūsre yih karnā chāhte haiṅ to wuh unheṅ rok kar jamāt se nikāl detā hai. 11 Mere azīz, jo burā hai us kī naql mat karnā balki us kī karnā jo achchhā hai. Jo achchhā kām kartā hai wuh Allāh se hai. Lekin jo burā kām kartā hai us ne Allāh ko nahīṅ dekhā. 12 Sab log Demetriyus kī achchhī gawāhī dete haiṅ balki sachchāī ḳhud bhī us kī achchhī gawāhī detī hai. Ham bhī is ke gawāh haiṅ, aur āp jānte haiṅ ki hamārī gawāhī sachchī hai. 13 Mujhe āp ko bahut kuchh likhnā thā, lekin yih aisī bāteṅ haiṅ jo maiṅ qalam aur siyāhī ke zariye āp ko nahīṅ batā saktā. 14 Maiṅ jald hī āp se milne kī ummīd rakhtā hūṅ. Phir ham rūbarū bāt kareṅge. 15 Salāmatī āp ke sāth hotī rahe.Yahāṅ ke dost āp ko salām kahte haiṅ. Wahāṅ ke har dost ko shaḳhsī taur par hamārā salām deṅ.

In Other Versions

3 John 1 in the ANGEFD

3 John 1 in the ANTPNG2D

3 John 1 in the AS21

3 John 1 in the BAGH

3 John 1 in the BBPNG

3 John 1 in the BBT1E

3 John 1 in the BDS

3 John 1 in the BEV

3 John 1 in the BHAD

3 John 1 in the BIB

3 John 1 in the BLPT

3 John 1 in the BNT

3 John 1 in the BNTABOOT

3 John 1 in the BNTLV

3 John 1 in the BOATCB

3 John 1 in the BOATCB2

3 John 1 in the BOBCV

3 John 1 in the BOCNT

3 John 1 in the BOECS

3 John 1 in the BOGWICC

3 John 1 in the BOHCB

3 John 1 in the BOHCV

3 John 1 in the BOHLNT

3 John 1 in the BOHNTLTAL

3 John 1 in the BOICB

3 John 1 in the BOILNTAP

3 John 1 in the BOITCV

3 John 1 in the BOKCV

3 John 1 in the BOKCV2

3 John 1 in the BOKHWOG

3 John 1 in the BOKSSV

3 John 1 in the BOLCB

3 John 1 in the BOLCB2

3 John 1 in the BOMCV

3 John 1 in the BONAV

3 John 1 in the BONCB

3 John 1 in the BONLT

3 John 1 in the BONUT2

3 John 1 in the BOPLNT

3 John 1 in the BOSCB

3 John 1 in the BOSNC

3 John 1 in the BOTLNT

3 John 1 in the BOVCB

3 John 1 in the BOYCB

3 John 1 in the BPBB

3 John 1 in the BPH

3 John 1 in the BSB

3 John 1 in the CCB

3 John 1 in the CUV

3 John 1 in the CUVS

3 John 1 in the DBT

3 John 1 in the DGDNT

3 John 1 in the DHNT

3 John 1 in the DNT

3 John 1 in the ELBE

3 John 1 in the EMTV

3 John 1 in the ESV

3 John 1 in the FBV

3 John 1 in the FEB

3 John 1 in the GGMNT

3 John 1 in the GNT

3 John 1 in the HARY

3 John 1 in the HNT

3 John 1 in the IRVA

3 John 1 in the IRVB

3 John 1 in the IRVG

3 John 1 in the IRVH

3 John 1 in the IRVK

3 John 1 in the IRVM

3 John 1 in the IRVM2

3 John 1 in the IRVO

3 John 1 in the IRVP

3 John 1 in the IRVT

3 John 1 in the IRVT2

3 John 1 in the IRVU

3 John 1 in the ISVN

3 John 1 in the JSNT

3 John 1 in the KAPI

3 John 1 in the KBT1ETNIK

3 John 1 in the KBV

3 John 1 in the KJV

3 John 1 in the KNFD

3 John 1 in the LBA

3 John 1 in the LBLA

3 John 1 in the LNT

3 John 1 in the LSV

3 John 1 in the MAAL

3 John 1 in the MBV

3 John 1 in the MBV2

3 John 1 in the MHNT

3 John 1 in the MKNFD

3 John 1 in the MNG

3 John 1 in the MNT

3 John 1 in the MNT2

3 John 1 in the MRS1T

3 John 1 in the NAA

3 John 1 in the NASB

3 John 1 in the NBLA

3 John 1 in the NBS

3 John 1 in the NBVTP

3 John 1 in the NET2

3 John 1 in the NIV11

3 John 1 in the NNT

3 John 1 in the NNT2

3 John 1 in the NNT3

3 John 1 in the PDDPT

3 John 1 in the PFNT

3 John 1 in the RMNT

3 John 1 in the SBIAS

3 John 1 in the SBIBS

3 John 1 in the SBIBS2

3 John 1 in the SBICS

3 John 1 in the SBIDS

3 John 1 in the SBIGS

3 John 1 in the SBIHS

3 John 1 in the SBIIS

3 John 1 in the SBIIS2

3 John 1 in the SBIIS3

3 John 1 in the SBIKS

3 John 1 in the SBIKS2

3 John 1 in the SBIMS

3 John 1 in the SBIOS

3 John 1 in the SBIPS

3 John 1 in the SBISS

3 John 1 in the SBITS

3 John 1 in the SBITS2

3 John 1 in the SBITS3

3 John 1 in the SBITS4

3 John 1 in the SBIUS

3 John 1 in the SBIVS

3 John 1 in the SBT

3 John 1 in the SBT1E

3 John 1 in the SCHL

3 John 1 in the SNT

3 John 1 in the SUSU

3 John 1 in the SUSU2

3 John 1 in the SYNO

3 John 1 in the TBIAOTANT

3 John 1 in the TBT1E

3 John 1 in the TBT1E2

3 John 1 in the TFTIP

3 John 1 in the TFTU

3 John 1 in the TGNTATF3T

3 John 1 in the THAI

3 John 1 in the TNFD

3 John 1 in the TNT

3 John 1 in the TNTIK

3 John 1 in the TNTIL

3 John 1 in the TNTIN

3 John 1 in the TNTIP

3 John 1 in the TNTIZ

3 John 1 in the TOMA

3 John 1 in the TTENT

3 John 1 in the UBG

3 John 1 in the UGV

3 John 1 in the UGV2

3 John 1 in the VBL

3 John 1 in the VDCC

3 John 1 in the YALU

3 John 1 in the YAPE

3 John 1 in the YBVTP

3 John 1 in the ZBP